Attaullah Khan - Dil Tod Ke Hansti Ho Mera paroles de chanson

paroles de chanson Dil Tod Ke Hansti Ho Mera - Attaullah Khan




Mere yaar aye ho, apne watan se
Ke aati hai mitti ki khushboo vadan see –3
Wahan Chand ab bhi nikalta to hoga
Wahan Chand ab bhi nikalata to hoga
Meri maa ke chahere se chalata to hoga
Meri maa Meri yaad me khoi khoi bana ke duaon ka taveej koi
Lifape Pe rakh ke, bahut roi hogi
Magar fir bhi yaaden kaha ruk saki hai
Na aanshu ankhon se bahne lage hai
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati mitti ki khushboo vadan se
Bahen Meri sardi ke mausm me ab bhi
Mere waste oon bunti to hogi
Koi tana dega kaha tera bhaiya
To fir usase din bhar jhagarti to hogi
Jo rash ayegi to subukane lagegi
Bo sone ki kosis me jagne lagegi
Tadap Kar yatayak uthegi palang se
Chale aao bhaiya bo chitthi likhegi
Mere yaar...
Uanata hoon ab ek sitamgar ka kissaa
Ki jisane banaya mujhe Dil ka hissaa
Bo khuavon me apne mujhe rooj la ke
Kabhi ruthati aur manti to hogi
Kabhi bekhayali me jagti to hogi
Andhere me sawan ki bijli se dar Kar
Bahut der Tak Meri yaadon ki khushboo
Nigahon se uski barasti to hogi.2
Mere yaar aye ho apne watan se
Ke aati hai mitti ki khushboo vadan se




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.
//}