Ghulam Ali feat. Kavita Krishnamurthy - Woh Nahi Mera Magar - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Ghulam Ali feat. Kavita Krishnamurthy - Woh Nahi Mera Magar




Woh Nahi Mera Magar
Woh Nahi Mera Magar
vo nahīñ merā magar us se mohabbat hai to hai
She is not mine, but if I love her, so what?
ye agar rasmoñ rivājoñ se baġhāvat hai to hai
If it is a rebellion against customs and traditions, so what?
dost ban kar dushmanoñ vo satātā hai mujhe
Like a friend, she torments me like an enemy
phir bhī us zālim pe marnā apnī fitrat hai to hai
Yet, to die for that tyrant is my nature
jal gayā parvāna gar to kyā ḳhatā hai sham.a
If the moth was burnt, what is the fault of the flame?
raat bhar jalnā jalānā us qismat hai to hai
To burn and make burn all night is her destiny
kab kahā maiñ ne ki vo mil jaa.e mujh ko maiñ use
When did I say she should be mine?
ġhair ho jaa.e vo bas itnī hasrat hai to hai
May she not become someone else's, that's all I desire
duur the aur duur haiñ har dam zamīn-o-āsmāñ
We were and are far apart, like the earth and the sky
dūriyoñ ke ba.ad bhī donoñ meñ qurbat hai to hai
Despite the distance, there is closeness between us
sach ko maiñ ne sach kahā jab kah diyā to kah diyā
When I said the truth, I said it boldly
ab zamāne nazar meñ ye himāqat hai to hai
If this is foolishness in the eyes of the world, so what?






Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.