Kishore Kumar - Ulta Seedha - From "Ulta Seedha" paroles de chanson

paroles de chanson Ulta Seedha - From "Ulta Seedha" - Kishore Kumar




Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Jab teri duniya ka Har kaam hain ulta
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Bachcha tadpe zakhmi, roye mamta
Insaan hoon aakhir main kaise na sunta
Bachcha tadpe zakhmi, roye mamata
Insaan hoon aakhir main kaise na sunta
Rote ko hasaaya, bigdi to bana aaya
Kya meri khata jo mujhse, Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Murat pe to ganga jal jag fenke
Majboor ko jalta ghar koi na dekhe
Murat pe to ganga jal jag fenke
Majbur ko jalta ghar koi na dekhe
Woh ghar ko bachana tha, Phir malik tu hi bata
Kya meri khata jo mujhse Hua, koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha phir bhi pakda jaata
Ek din to hua aisa, sun daata
Main chor na tha phir bhi pakda jaata
To bhens bujurgo ka, Bharta na to kya karta
Kya meri khata jo mujhse Hua, koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa
Teri duniya hain mujhse khafa
Baate meri, jhuthi sahi, Pyar to mera sachcha hain
Hisse ke dil, jaate hain mil Jhuth woh sach se, achchha hain
Tumko yahi paane ka Rasta tha jaanevafa
Kya meri khata jo mujhse
Hua koi kaam ulta sidha
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa
Aye khuda, aye khuda
Aisa main kya kiya
Teri duniya hain mujhse khafa.



Writer(s): Nagrath Rajesh Roshan, Sultanpuri Majrooh


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.