Kuns feat. Natiq - Beech Mein paroles de chanson

paroles de chanson Beech Mein - Kuns , Natiq




Afsana tera mera chatkhaare waala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Sur lag jaata hai mera tumhare waala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Afsana tera mera chatkhaare waala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Sur lag jaata hai mera tumhare waala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Shola shola saansein bhaari bhaari
Aaja na jalenge baari baari
Badlega phir yeh status
Kanwaare waala beech beech mein
(Beech beech mein...)
Afsana tera mera chatkhaare wala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
(Instrumental)
Hai safar mein zameen
Chal raha aasmaan
Dono ki jo kahaani
Hoke naa ho bayaan
O begaani jagah pe nadaani
Karein na karein toh kahaan
Jaldi mein ye pal dheeme
Kyun hain chalte yahaan
Aadha tujhe dekhan aadha Baaki
Baaki aadhe mein hai kya chalaki
Dikhla de gussa woh bhi
Karaare wala beech beech mein
(Break)
Beech mein armaan aise jaage (hoon hoon)
Nishaane nazar ne daage (hoon hoon)
Kahe dil ki badh ja aage
Kabhi door door
Kabhi paas paas
Kabhi door paas
Ke beech beech mein (hoon hoon)
(Beech beech mein...)
Kabhi door paas
Kabhi paas door
Kabhi saans saans ke
Beech beech mein (hoon hoon)
(Beech beech mein...)
Shola shola saansein bhaari bhaari
Aaja na jalenge baari baari
Badlega phir yeh status
Kanware waala beech beech mein
(Beech beech mein...)
Afsana tera mera chatkhaare wala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)



Writer(s): Raghav Mittal


Kuns feat. Natiq - Beech Mein
Album Beech Mein
date de sortie
21-06-2020



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.