Lata Mangeshkar feat. Mohammed Aziz - Jaane De Mujhe Jaana Hai (From "Shahenshah") paroles de chanson

paroles de chanson Jaane De Mujhe Jaana Hai (From "Shahenshah") - Lata Mangeshkar , Mohammod Aziz

jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
aaj kisise mulaakaat hai meri
kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
meri jaan hai wo

baag mein wo mera intezaar karega khat uska aaya hai mujhe usne bulaaya hai
mere siva tu kisika naam nahi lena aaisi bewafaai se tu kaam nahi lena
tu use chahe mujhe hairangi hain main tujhe chaahu teri deewaangi hain
jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
aaj kisise mulaakaat hai meri
kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
meri jaan hai wo
jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
jab hum milte hai phool khilte hain taaron ki chhaon mein sapanon ke gaon mein
aisa kya hai usmein jo mujh mein nahi hain kya wo naujawaan mujhase bhi hasi hai
tu kaha woh kaha hairangi hai teri mohabbat deewaanagi hai
jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
aaj kisise mulaakaat hai meri
kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
meri jaan hai wo
jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
achha chal main tere saath chalta hoon dekhu to yaar ko tere dildaar ko
seene mein ye gum ka pahaad phat jaayega dekhega use to tu jal phat jaayega
gussa nahi ye deewaanagi hai tu saath aaye hairaangi hai
aane de aane de mujhe aana hai na na jaane do jaane do mujhe jaana hai - 2

Writer(s): ANAND BAKSHI, UTPAL AMAR, AMAR UTPAL

Lata Mangeshkar feat. Mohammed Aziz - Lata Mangeshkar - The Nightingale of India
Album Lata Mangeshkar - The Nightingale of India
date de sortie
01-07-2016

1 Jiya Jale (From "Dil Se")
2 Ek Tu Hi Bharosa (From "Pukar")
3 Naino Ko Baaten Karne Do (From "Elaan")
4 Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle")
5 Jab Se Mile Naina (Female Version) - From "First Love Letter"
6 Gori Hai Kalaiyan (From "Aaj Ka Arjun")
7 Dono Ke Dil Hain (From "Nargis")
8 Bandhan Toote Na (From "Paap Ki Duniya")
9 Zindagi Mein Pehli Pehli Baar (From "Mitti Aur Sona")
10 Ga Mere Sang (From "Gunahon Ka Faisla")
11 Maahiya Teri Kasam (From "Ghayal")
12 Jaane De Mujhe Jaana Hai (From "Shahenshah")
13 Rabba Tera Mein Shukar Manaoon (From "Dulhan Banoo Mein Teri")
14 Krishna Krishna (From "Kishen Kanhaiya")
15 Tu Mere Paas Bhi Hai (From "Satya")
16 Diwani Diwani (From "First Love Letter")
17 Ye Badal Asmaan Pe Kyon (From "Dil Ki Baazi")
18 Mere to Radheshyam Re (From "Guddu")
19 Na Ja Re,Na Ja Re (Female Version) - From "Aaj Ka Arjun"
20 Gori Kab Se Huyee Jawan (From "Phool Bane Angaray")

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.