Madan Mohan feat. Lata Mangeshkar, Udit Narayan & Javed Akhtar - Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan - traduction des paroles en anglais

Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan - Lata Mangeshkar , Javed Akhtar , Udit Narayan , Madan Mohan traduction en anglais




Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan
Where Have We Arrived?
Lehraati huyi raahein, khole huye hain baahein
The swaying paths, open arms embracing
Yeh hum aa gaye hain kahaan?
Where have we arrived?
Palkon pe gehre-halke hain reshmi dhundhal ke
On eyelids, deep and light, silken twilight hues reside
Yeh hum aa gaye hain kahaan?
Where have we arrived?
Haan, yeh hum aa gaye hain kahaan?
Yes, where have we arrived?
Woh dekho zara, parbaton pe ghatayein
Look, upon the mountains, the clouds gather
Humari dastaan haule se sunayein
Softly narrating our story altogether
Suno toh zara, yeh phoolon ki waadi
Listen, to this valley of flowers' sweet array
Humari hi koi kahani hai sunati
Telling a tale of our own, it would seem to say
Sapnon ke iss nagar mein, yaadon ki rehguzar mein
In this city of dreams, in the lane of memories so dear
Yeh hum aa gaye hain kahaan?
Where have we arrived?
Haan, yeh hum aa gaye hain kahaan?
Yes, where have we arrived?
Jo raahon mein hai rut ne sona bikhera
The season has scattered gold upon the way
Sunehra hua tera-mera savera
Golden has become our dawn, this very day
Zameen so gayi barf ki chaadaron mein
The earth sleeps beneath blankets of snow so white
Bas ek aag si jalti hai do dilon mein
Only a fire burns within two hearts, alight
Hawayein sansanayein, badan kaanp jaaye
The winds whisper secrets, bodies tremble with delight
Yeh hum aa gaye hain kahaan?
Where have we arrived?
Haan, yeh hum aa gaye hain kahaan?
Yes, where have we arrived?
Yeh barsaat bhi kab thame, kaun jaane
When this rain will cease, who can foretell
Tumhein mil gaye pyaar ke sau bahane
A hundred excuses for love, you have found so well
Sitaaron ki hai jaise baaraat aayi
As if a procession of stars has come this night
Humare liye raat yoon jagmagayi
For us, the night has become so bright
Sapne bhi jhilmilayein, dil mein diye jalayein
Dreams shimmer and gleam, lamps within hearts ignite
Yeh hum aa gaye hain kahaan?
Where have we arrived?
Haan, yeh hum aa gaye hain kahaan?
Yes, where have we arrived?
Haan, yeh hum aa gaye hain kahaan?
Yes, where have we arrived?





Writer(s): Javed Akhtar, Madan Mohan


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.