Lata Mangeshkar - Jab Se Balam Ghar Aaye paroles de chanson

paroles de chanson Jab Se Balam Ghar Aaye - Lata Mangeshkar



Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae
O, dil ne dil se kahaa tha fasaanaa
Dil ne dil se kahaa tha fasaanaa
Laut aayaa hai guzara zamana
O, laut aayaa hai guzara zamana
Khushiyaan saath-saath laae
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae
O, laa ke aankhon se dil mein bithaun
Laa ke aankhon se dil mein bithaun
Muskura ke sitaare lutaaun
O, muskura ke sitaare lutaaun
Aashaa jhoom-jhoom gae
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae
O, din hai apanae, mohabbat javaan hai
Din hai apanae, mohabbat javaan hai
Unse aabaad mera jahaan hai
Ho, unse aabaad mera jahaan hai
Man ke chor chale aaye
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae
Jab se balam ghar aaye
Jiyara machal-machal jae




Lata Mangeshkar - Awara (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Awara (Original Motion Picture Soundtrack)
date de sortie
22-01-1952




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.