Lata Mangeshkar - Jane Kaise Beetegi Ye Barsaaten - From "Baseraa" paroles de chanson

paroles de chanson Jane Kaise Beetegi Ye Barsaaten - From "Baseraa" - Lata Mangeshkar

Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

Din to guzarte hain jiske khayaalon mein
Raatein guzarti hain uski hi yaadon mein
Waqt milan ka aaye to raahon mein
Jhoome bahaarein phoolon ki kaliyon mein
Bhanvaron ki toli aaye
Kaliyon pe vo mandaraaye
Darr ye fiza ka bhi dil se mitaaye
Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
Aankhon pe chhaye hain sapna banke to
Koi paraaya aaye apna banke
Chalte chalte hi raahon ki dhoop mein
Saathi mil jaaye koi saaya banke
Manzil aaye na aaye ya koi toofan aaye
Dilwaalon ko ye jeena sikhaaye
Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
Pyaar ye jaane kaisa hai kya kahein ye kuchh aisa hai
Kabhi dard ye deta hai kabhi chein ye deta hai
Kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
BY-ANANTA MALIK

Writer(s): rahul dev burman

Lata Mangeshkar - The Legend Forever - Lata Mangeshkar, Vol. 1
Album The Legend Forever - Lata Mangeshkar, Vol. 1
date de sortie
01-01-2012

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.