Leo Boys - Drill Of Thoughts paroles de chanson

paroles de chanson Drill Of Thoughts - Leo Boys



Chalte re chalte reh chalte reh
Mere paharo
Mein bohot saare khandar hain
Rakhte kala jese
Cherry December mein
Shudh hain gala
Jese honey ki bottle thi kamre mein
Karna hain kaam
Kholna hain label
Sachi kala ko
Jo denge exposure
Bhar tere jeb
Aur karlena poshan
Bache gunaaho
Ka karlena soshan
Badti mehengai se seekh
Karna hain mehnat
Pakarni hain jeet
Shadose baate
Aur bande hain dheet
Chabata mein rappers
Like cheese on a cheat
Agaya kaun
Feat yugi with beats
Sabke yogdaan
Se banta hain scene
Sabka hai khauf
Hum karte redeem
Chandni Chowk
Se nikle yeh geet
Tedhe medhe
Bingo ka nishana
Kabhi rukta nahi
Kabhi du na bahana
Kabhi jhukta nahi
Izzat hain kamana
Kalam rukta nahi
Saara khoon hain bahana
Meri mukti wahi
Time square show pe aana
Tu lipta sahi
Tv show pe tu jana
Bade bande sahi
Hume streets ne pehchana
Aage sunle yeh geet
Meko baadme samjhana
Ubhaalte hum sona
Aur saamne mukaam
Hum faltu ki gandagi
Karenge saaf
Nakli yeh dillagi
Kare behaal
Upar tak aane mein
Lag gaye saal
Aage bhi jaana hain
Katenge saal
Rishtey nibahana hain
Hal filhaal
Bargat par charu
Vijay mere saath
Sab honge khaatam
Isss verse ke baad
Dard hain sar peh
Mere lafz mein farz hain
Na hain kathteh rastein
Mereh dar mein bandh main
Bharneh bahot seh bastein
Lekin waqt jo kam hain
Sareh bikhre jhat seh
Dekho aaya bhukamp
Zara zor seh kheech
Tereh kasht mein na dum
Sareh shor ke beech
Seh bajeh gaaneh apne ab
Bolo bom yeh beat
Peh baithe main aur mera Rab
Tabih ab repeat peh
Bajeh shabd
Sab idhar
Shabdo se panno mein
Gaye bande jo kandho peh
Mereh kadmo peh dhando seh
Rahe thande jo sadmo keh
Sareh sapno ke karmo seh
Raha pareh apne apno seh
Tabhi garah main farzon pein
Aur farah hun lafzon seh
Barbaad
Is shrad ke badh hain
Sabhi khake bhagein
Kyunki baap ke aage
Tereh paap hain laage
Mereh jhaat ke balein
Tabhi ja samhalne
Kyunki raak hain badmein
Hoga jo hona hain mujhe na manzur
Maine pake jo khowa
Woh rahe bahot abhi dur
Khakeh main soyah
Tha lekin ab legi bhuk
Mereh nake peh roya
Tha lekin ab mili chuth
Drill peh milke
Sareh ghuste bill peh
Sab hi mutde hilke
Kyunki dar na dil meh
Ab hain bhirna inse
Jari hain janhit mein
Hain jo bas granit yeh
Inhe ghatna girke
Huwi rachna phir seh
Mujhe pohchna bhirke
Sabse ab yeh ring mein
Tereh haath mein bling hain
Mere pass mein skill yeh
Mera rah kathin hain
Lekin sath mein shiv hain
Har baath ab hit hain
Knuckle ke mafik
Hain tagra yeh gaana
Tu laga toh jabre mein
Tujhko hain khana
Uthke main subah
Ko khabro mein chana
Fir mrityulekh mein
Tera naam hain pehchana
Mereh panno peh dafan
Hain meri puri jo kahani
Mereh kandho ke bal peh
Maine hunar hain pehchani
Mera aag na rak hoga
Dale kyun phir pani
Tereh baap ka raaj hoga
Tabhi lageh rani
Na ho khaak naam
Meri shuru bas jawani
Mereh jhaat ke baal ko
Bhi koi na pohchaye haani
Inhe kaat ke daalne ki
Jo maine ab hain thaani
Sareh baat mein mutke
Inki jaat hain dikhani
Sabne dikhaya ke saap
Hain zehrele
Tu bottle ke piche
Ab chupke ja pileh
Laya main launcher
Tu laya bas tereh
Laga ab langar
Tu cheel baithke kheereh
Leke humeh inhe
Bechni thi heereh
Par itna bhi gaandu
Na thaire hum veereh
Ghusega taboot
Mein lagenge keeleh
Main bharu bas barod
Hain dehshad ab scene mein



Writer(s): Soumyadeep Dasgupta


Leo Boys - Homecoming
Album Homecoming
date de sortie
12-02-2021




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.