Mehdi Hassan - Na Kisi Ki Aankh Ka paroles de chanson
Mehdi Hassan Na Kisi Ki Aankh Ka

Na Kisi Ki Aankh Ka

Mehdi Hassan



paroles de chanson Na Kisi Ki Aankh Ka - Mehdi Hassan




Na kisi kii aankh kaa noor huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Na kisi ke dil kaa qaraar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Na kisi ke dil kaa qaraar huun
Jo kisi ke kaam na aa sake
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek mushth gubaar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Mara rang roop bighad gaya
Mara yaar mujh se bichad gaya
Mara rang roop bighad gaya
Mara yaar mujh se bichad gaya
Jo chaman khizaan se ujad gaya
Jo chaman khizaan se ujad gaya
Main isi kii fasal bihar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Piye fatiha koi aaye kyon
Koi char fool chadaaye kyon
Piye fatiha koi aaye kyon
Koi char fool chadaaye kyon
Koi aa ke shamaa jalaaye kyon
Koi aa ke shamaa jalaaye kyon
Main wo be kisi kaa mazaar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Main naheen huun nagmaa jaan fizaa
Mujhe suun ke koi karee gaa kiya
Main naheen huun nagmaa jaan fizaa
Mujhe suun ke koi karee gaa kiya
Main bade barog kii huun sada
Main bade barog kii huun sada
Main bade dukhi kii pukar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Na to main kisi kaa habeeb huun
Na to main kisi kaa raqeeb huun
Na to main kisi kaa habeeb huun
Na to main kisi kaa raqeeb huun
Jo bighad gaya wo naseeb huun
Jo bighad gaya wo naseeb huun
Jo ujad gaya wo dayaar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun
Na kisi ke dil kaa qaraar huun
Jo kisi ke kaam na aa sake
Jo kisi ke kaam na aa sake
Main wo ek mushth gubaar huun
Na kisi kii aankh kaa noor huun




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.