Noor Jehan - Jawab de Bewafa Zamane paroles de chanson

paroles de chanson Jawab de Bewafa Zamane - Noor Jehan




Jawab de bewfa zamane jawab de lute hain raho
Me kitney rahi kisi pe aaee ha ye tabahi jawab de.
Main de ke Lori ose solati main muskra ke ose jagati wo zid main aa
Ke jo tooth jata tarap ke osko gale lagaati kya na koee
Khayal tu ne ganwaaya kyun Mara laal tu ne jawab de bewfa zamane .
Jala k haran kabhi orati na wo chaman ha na wo basera kisi ne ponche
Na mere aanso kisi ne kata na Dard mera jahan main Dar dar mojey
Phiraya zara b tujh ko Taras na aaya jawab de bewfa zamane jawab de.
Wo hasraton ka mazar hoon main koee na jis p dya jalaey ajeeb mushkil
Main zindagi ha na chain aayey na mot aayey bata mere kon se khata ha
Ke jis ki etni baree saza ha lute hain rahon
Main kitney rahi kisi p aaee ha ye tabahi jawab de



Writer(s): Noor Jehan


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.