paroles de chanson Hazrat Khwaja Sangh Kheliye Dhamar - Nusrat Fateh Ali Khan
Saqi
Yeh
Khud
Kahe
Tujhe
Paimaana
Chahiye
Matti
kharaab
karte
ho
kyuN
beemaar-e-hijr
kee
Jo
tum
pe
mar
gaya
use
dafnaana
chahiye
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
kisi
ke
liye
zaruur
Goe
haath
ko
jumbish
nahin
aankhoN
mein
to
dam
hai
Rehne
do
abhi
saagar-o-meena
mere
aage
Kyunki
mere...
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
aankhoN
mein
Kehna
sitam
ko
chodo
lillah
na
ab
satao
Aankhein
taras
gayiiN
hain
aa
jao
aa
bhi
jao
Khuda
ke
liye
ab
to
aa
jao
Warna...
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
aankhoN
mein
Apne
mareez-e-hijr
se
ab
to
na
beniyaaz
ho
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
aankhoN
mein
Qaasid
payaam-e-khat
ko
dena
bahut
na
tool
Bas
mukhtasar
ye
kehna
ke
aa
jao
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
aankhoN
mein
Kab
aaoge
aaoge??
Aa
jao
Khuda
ke
liye
aa
jao
Kab
aaoge??
Maah
basant
mein
panchami
aayi
Sakhian
karat
sab
haar
singaaro
Kiska
main
joda
basanti
rang
pehnooN
Jab
naahiiN
mere
Shaam
pyaaro
Kab
aaoge??
Diya
sao
deevari
nagar
sab
jag
mag
Maine
madar
mein
dia
hi
na
baaro
Mein
kehti
phiruuN
ke
Kab
aaoge??
Aate
aate
lab
pe
aahein
thak
gayiiN
Aa
bhi
jao
ab
nigaahein
thak
gayiiN
Kya
ban
ke
qayamat
ka
sabab
aaoge??
Chayi
hai
ghata
aur
barasti
hai
sharaab
Tum
ab
bhi
na
aaye
to
kab
aaoge
AankhoN
mein
dam
ruka
hai
kisi
ke
liye
zaruur
Varnaa
mareez-e-hijr
ko
mar
jaana
chahiye
Vaada
andheri
raat
mein
aane
ka
tha
Qamar
Ab
chaand
chhup
gaya
unhein
aa
jaana
Chahiye
Kehte
hain
mujh
se
ishq
kaa
afsaana
chahiye
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.