Nusrat Fateh Ali Khan - Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka paroles de chanson

paroles de chanson Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka - Nusrat Fateh Ali Khan



Mein Khayal Hoon Kisi Aur Ka Mujhe Sochta Koi Aur Hai
Sar-e-Aeenah Mera Aks Hai Pas-e-Aeenah Koi Aur Hai
Mein Kisi Keh Dast-e-Talab Mein Hoon To Kisi Keh Harf-e-Dua Mein Hoon
Mein Naseeb Hoon Kisi Aur Ka Mujhe Maangta Koi Aur Hai
Ajab Aitabar-o-Bey Aitabaree Ke Darmayan Hai Zindagi
Mein Qareeb Hoon Kisi Aur Keh Mujhe Jaanta Koi Aur Hai
Mujhe Doston Ka Pata Nahin Mujhey Dushmanon Ki Khabar Nahin
Meri Daastan Koi Aur Thi Mera Waaqaya Koi Aur Hai
Jo Milen Kabhi Unhen Poochna Nahin Dekhna Unhen Ghaur Sey
Jinhen Raastey Mein Khabar Hui Keh Yeh Raasta Koi Aur Hai
Jo Meri Reyaza-e-Neem Shab Ko Saleem Subh Na Mil Saki
To Is Key Mani To Yeh Hue Keh Yahan Khuda Koi Aur Hai



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan


Nusrat Fateh Ali Khan - Together - 50 Bestsellers of Nusrat & Rahat
Album Together - 50 Bestsellers of Nusrat & Rahat
date de sortie
26-08-2013

1 Sochta Hoon Ke Woh Kitna
2 Rut Saawan Di
3 Saqiya Mian Akhya Si
4 Jinde Jinde
5 Kal Raat Tumhare Hothon Ki
6 Yaadan Vichrey Sajan Diyan
7 Mere Dil Ki Duniya Mein
8 Nazar Se Nazar Tum
9 Piya Rang Dena Chunri
10 Akhiyan Udeek Diyan
11 Dil Tutne Te Kambini
12 Khat Yeh Tumhara
13 Kinna Sohna Tainu
14 Maahi Janda Hoya
15 Maine Botal Se Karni Hai
16 Nit Khair Manga Soneya
17 Raaton Ko Chain Se Na
18 Sajna Main Ghama De
19 Sanu Ek Pal Chain Na
20 Ab Dekh Ke Jee Ghabrata Hai
21 Aisa Banna Sanwarna
22 Bahaar Ke Din Hain
23 Bandh Hua Sara Maikhana
24 Dil Jis Se Jinda Hai
25 Dil Pe Zakham Khate Hain
26 Dil Sulagta Raha
27 Doston Ki Shikayat
28 Ghameyaar Se Shikayat
29 Gale Lipte Hain Woh
30 Gham Hai Ya Khushi Hai Tu
31 Haqeeqat Ka Agar Afsana
32 Jaag Uthey Hain Dard
33 Kehna Ghalat Ghalat
34 Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka
35 Main Talkhiye Hayaat Se
36 Mera Intezaar Karna
37 Na Sawal Ban Ke
38 Nargisi Aankh Dorey Gulabi
39 Poocha Kisi Ne Haal Kisi Ka
40 Sadgi Toh Hamari
41 Sanson Ki Mala Pe
42 Shaam Savere Nain Bicha Ke
43 Tu Agar Benaqaab Ho Jaye
44 Tum ek gorakh dhandha ho
45 Un Ke Dar Pe Pahunchne
46 Woh Hata Rahe Hain Parda
47 Kaliyan Be Ke Buk Buk
48 Yaar Da Makaan
49 Sanu Rog Laun Waleya
50 Tera Buha Nahin Chadna




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.