paroles de chanson Shikwa - Nusrat Fateh Ali Khan
Kyun
Ziyaankar
Banu,
Sood
Faramosh
Rahoon?
Fikr-e-Farda
Na
Karoon,
Mehw-e-Gham-e-Dosh
Rahoon?
Naal-e-Bulbul
Ke
Sunoon
Aur
Hamatan
Gosh
Rahoon?
Hamnawa
Main
Bhi
Koi
Gul
Hoon
Ke
Khamosh
Rahoon?
Jurr'at
Aamoz
Meri
Taab-e-Sukhan
Hai
Mujhko!
Shikwa
Allah
Se
Khakam
Badhan
Hai
Mujhko!
Hai
Baja
Shewa-e-Tasleem
Mein
Mash'hoor
Hain
Hum;
Qissa-e-Dard
Sunaate
Hain
Ke
Majboor
Hain
Hum.
Saaz
Khaamosh
Hain,
Fariyaad
Se
Maamoor
Hain
Hum;
Nala
Aata
Hai
Agar
Lab
Pe
Tho
Ma'zoor
Hain
Hum.
Aye
Khuda
Shikwa-e-Arbaab-e-Wafa
Bhi
Sunle;
Khugar-e-Hamd
Se
Thoda
Sa
Gila
Bhi
Sunle.
Thi
Tho
Maujood
Azal
Se
Hi
Teri
Zaat-e-Qadeem;
Phool
Tha
Zaib-e-Chaman,
Par
Na
Pareshaan
Thi
Shameem.Shart
Insaaf
Hai
Aye
Saahib-e-Althaaf-e-Ameen;
Boo-e-Gul
Phailti
Kis
Tarha
Jo
Hoti
Na
Naseem?
Hamko
Jamee'at-e-Khatir
Ye
Pareshaani
Thi
Warna
Ummat
Tere
Mehboob
(saw)
Ki,
Diwaani
Thi?
Hum
Se
Pehlay
Tha
Ajab
Tere
Jahan
Ka
Manzar;
Kaheen
Masjood
The
Patthar
Kaheen
Ma'bood
Shajar!
Khogar-e-Paikar-e-Mehsoos
Thi
Insaan
Ki
Nazar;
Maanta
Phir
Koi
Un-Dekhe
Khuda
Ko
Kyun
Kar??
Tujh
Ko
Maloom
Hai
Leta
Tha
Koi
Naam
Tera?
Quwwat-e-Baazo-e-Muslim
Nai
Kiya
Kaam
Tera!
Bas
Rahe
The
Yaheen
Saljooq
Bhi,
Toorani
Bhi;
Ahl-e-Cheen,
Cheen
Mein,
IranMein
Sasani
Bhi.
Isi
Ma'moor
Mein
Aabaad
The
Yunaani
Bhi;
Isi
Dunya
Mein
Yahoodi
Bhi
The
Nasrani
Bhi.
Par
Tere
Naam
Pe
Talwaar
Uthaii
Kiss
Ne?
Baat
Jo
Bigdi
Huwi
Thi,
Wo
Banaii
Kiss
Ne?
The
Hameen
Ek
Tere
Ma'ar
Ke
Aaraoon
Mein;
Khushkiyon
Mein
Kabhi
Ladte,
Kabhi
Daryaaon
Mein.
Di
Azaanein
Kabhi
Europe
Ke
KaleesawonMein;
Kabhi
Africa
Ke
Tapte
Huwe
Sehrawon
Mein.
Shaan
Aankhon
Mein
Na
Jajti
Thi
Jahaandaaron
Ki;
Kalma
Padhte
The
Hum
Chaaun
Mein
Talwaaron
Ki.
Ham
Jo
Jeete
The
Tho
Jangon
Ki
Museebat
Ke
Liye
Aur
Marte
The
Tere
Naam
Ki
Azmath
Ke
Liye
Thi
Na
Kuch
Taigh
Zani
Apni
Hukoomat
Ke
Liye
Sarbakaf
Phirte
The
KyaDeher
Mein
Daulat
Ke
Liye?
Qaum
Apni
Jo
Zar-o-Maal-e-Jahaan
Par
Marti
Buth
Faroshi
Ke
Iwaz
Buth
Shikani
Kyun
Karti?
Tal
Na
Sakte
The
Agar
Jung
Mein
Ad
Jaate
The
Paaun
Sheron
Ke
bhi
Maindaan
Se
UkhadJaate
The
Tujh
Se
Sarkash
Huwa
Koi
Tho
Bigad
Jaate
The
Taigh
Kya
Cheez
Hai
Hum
Toup
Se
Ladh
Jaate
The
Naqsh
Tauheed
Ka
Har
Dil
Pe
Bithaaya
Hum
Ne
Zer-e-Khanjar
Bhi
Ye
Paighaam
Sunaaya
Hum
Ne
Tuhi
Kehde
Ke
Ukhaada
Dar-e-Khaibar
Kisne?
Sheher
Qaisar
Ka
Jo
Tha
Usko
Kiya
Sar
Kisne?
Todey
Makhlooq-e-Khudawand
Ke
PaikarKisne?
Kaat
Kar
Rakh
Diye
Kuffaar
Ke
LAshkar
Kisne?
Kisne
Thanda
Kiya
Aatishkada-e-Iraan
Ko?
Kisne
Phir
Zinda
Kiya
Tazkira-e-Yazdaan
Ko?
Kaunsi
Qaum
Faqat
Teri
Talabgaar
Huwi?
Aur
Tere
Liye
Zehmatkash-e-Paikaar
Huwi?
Kiski
Shamsheer
Jahangeer-e-Jahandaar
Huwi?
Kiski
Takbeer
Se
Duniya
Teri
Bedaar
Huwi?
Kiski
Haibat
Se
Sanam
Sehme
Huwe
Rehte
The?
Muh
Ke
Bal
Girke
"Huwallahu
Ahad"
Kehte
The?
Agaya
'Ain
Ladaai
Mein
Agar
Waqt-e-Namaz
Qibla
Roo
Hoke
Zameen
Bose
Huwi
Qaum-e-Hijaaz
Ek
Hi
Saff
Mein
Khade
Hogaya
Mehmood-o-Ayaaz
Na
Koi
Banda
Raha
Aur
Na
Koi
Banda
Nawaaz
Banda-o-Sahab-o-Mohtaaj-o-Ghani
Ek
Huwe
Tere
Sarkaar
Mein
Pahunche
Tho
Sabhi
Ek
Huwe
Mehfil-e-Kaun-o-Makaan
Mein
Sahar-o-Shaam
PhireMai
Tauheed
Ko
Lekar
Sifat-e-Jaam
PhireKoh
Mein
Dasht
Mein
Lekar
Tera
Paighaam
Phire
Aur
Maloom
Hai
Tujhko
Kabhi
Na-Kaam
Phire?
Dasht
Tho
Dasht
Hain
Darya
Bhi
Na
Chode
Hamne
Bahr-e-Zulmaat
Mein
Dauda
Diye
Ghode
Hamne
Safha-e-Deher
Se
Baatil
Ko
Mitaya
Humne
Nooye
Insaan
Ko
Gulaami
Se
Chudaaya
Humne
Tere
Kaabe
Ko
Jabeenon
Se
Basaaya
Humne
Tere
Qur'an
Ko
Seenon
Se
Lagaya
Humne
Phirbhi
Humse
Ye
Gila
Hai
Ke
Wafadaar
Nahi
Hum
Wafadaar
Nahi
Tubhi
Tho
Dildaar
Nahi
Ummatein
Aur
Bhi
Hain
Unmein
Gunehgaar
Bhi
Hain
Ijz-waale
Bhi
Hain,
Mast
Mai
Pindaar
Bhi
Hain
Unmein
Kaahil
Bhi
Hain
Ghaafil
Bhi
Hain
Hoshyaar
Bhi
Hai
Sainkdon
Hain
Ke
Tere
Naam
Se
Bezaar
Bhi
Hain
Rahmatein
Hain
Tere
Aghyaar
Ke
Kaashaanon
Par
Barq
Girti
Hai
Tho
Bechaare
Musalmaanon
Par!
Buth-Sanam
Khaanon
Mein
Kehte
Hain,
Musalmaan
Gaye
Hai
Khushi
Unko
Ke
Kaabe
Ke
Nigehbaan
Gaye
Manzil-e-Deher
Se
Uonton
Ke
HadiKhwaan
Gaye
Apne
Baghlon
Mein
Dabaaye
Huwe
QuranGaye
Khandazan
Kufr
Hai,
Ehsaas
Tujhe
Hai
Ki
Nahi?
Apni
Tauheed
Ka
Kuch
Paas
Tujhe
Hai
Ki
Nahi?
Ye
Shikaayat
Nahi
Hai
Unke
Khazaane
Ma'moor
NahiMehfil
MeinJinhe
Baat
Bhi
Karne
KaSha'oor
Qahr
Tho
Ye
Hai
Ke
Kaafir
Ko
Mile
Hoor-o-Qasoor
Aur
Bechaare
Musalmaan
Ko
Faqat
Waada-e-Hoor
Ab
Wo
Altaaf
Nahi
Hampar
Inaayat
Nahi
Baat
Yeh
Kya
Hai
Ke
Pahli
Si
Madarat
Nahi?
Kyun
Musalmaanon
Mein
Hai
Daulat-e-Duniya
Nayaab
Teri
Qudrat
Tho
Hai
Woh
Jiski
Na
Hadd
Hai
Na
Hisaab
Tu
Jo
Chahe
Tho
Uththe
Seena-e-Sehra
Se
Habaab
Rahrawe
Dasht
Ho
Saili
Zada
Mauj-e-Saraab
Ta'in-e-Aghyaar
Hai,
Ruswaai
Hai,
Nadaari
Hai
Kya
Tere
Naam
Pe
Marne
Ka
Iwaz
KhwariHai?
Bani
Aghyaar
Ki
Ab
Chahnewaali
Duniya
Rah
Gayi
Apne
Liye
Ek
Khayaali
Duniya
Hum
Tho
Ruksath
Huwe,
Auron
Ne
Sambhali
Duniya
Phir
Na
Kehna
Huwi
Tauheed
Se
Khaali
Duniya
Hum
Tho
Jeete
Hain
Ke
Duniya
Mein
TeraNaam
Rahe
Kahin
Mumkin
Hai
Ke
Saaqi
Na
Rahe
Jaam
Rahe?
Teri
Mehfil
Bhi
Gayi
Chahnewaale
Bhi
Gaye
Shab
Ki
Aahein
Bhi
Gayi,
Subah
Ke
Naale
Bhi
Gaye
Dil
Tujhe
De
Bhi
Gaye,
Apna
Sila
Le
Bhi
Gaye
Aake
Baithe
Bhi
Na
The
Aur
Nikaale
Bhi
Gaye
Aaye
'Ishaak!
Gaye
Waada-e-Farda
Lekar
Ab
Unhein
Dhoond
Chiraagh
Rukh
Zaiba
Lekar
Dard-e-Laila
Bhi
Wahi,
Qais
Ka
Pehloo
Bhi
Wahi
Najid
Ke
Dasht-o-Jabal
Mein
Ram-e-Aahoon
Bhi
Wahi
Ishq
Ka
Dil
Bhi
Wahi,
Husn
Ka
Jadoo
Bhi
Wahi
Ummath-e-Ahmad-e-Mursal
Bhi
Wahi
TuBhi
Wahi
Phir
Ye
Aazardagi
Ghair-e-Sabab
Kya
Maani?
Apne
Seedaon
Par
Yeh
Chasm-e-Ghazab
Kya
Maani?
Tujhko
Choda
Ke
Rasool-e-Arabi
Ko
Choda?
Buthgari
Pesha
Kiya?
Buth-Shikani
Ko
Choda?
Ishq
Ko,
Ishq
Ki
Aashaftasari
Ko
Choda?
Rasm-e-Salman-o-Uwaisi
Qarani
Ko
Choda?
Aag
Takbeer
Ki
Seenon
Mein
Dabi
Rakhte
Hain
Zindagi
Misl-e-Bilaal-e-Habashi
Rakhte
Hain
Ishq
Ki
Khair,
Wo
Pehli
Si
Ada
Bhi
Na
Rahi
Jadha
Paimaaee
Tasleem-o-Raza
Bhi
NaRahi
Muztarib
Dil
Sifat-e-Qabl
Numa
Bhi
Na
Rahi
Aur
Pabandi
Aain-e-Wafa
Bhi
Na
Rahi
Kabhi
Humse
Kabhi
Ghairon
Se
Shana-Saai
Hai
Baat
Kehneki
Nahi
Tu
Bhi
Tho
Harjaai
Hai
Sar-e-Faraan
Pe
Kiya
Deen
Ko
Kaamil
Tuney
Ek
Ishaare
Mein
Hazaaron
Ke
Liye
Dil
Tuney
Aatish
Andoz
Kiya
Ishq
Ka
Haasil
Tuney
Phoonk
Di
Garmi
Rukhsaar
Se
Mehfil
Tuney
Aaj
Kyun
Seenein
Hamare
Sharar
AabaadNahi?
Hum
Wahi
Sookhta
Samaan
Hain
Tujhe
Yaad
Nahi?
Vaadi-e-Najd
Mein
Wo
Shor-e-Salasal
NaRaha
Qais
Deewana-e-Nazzaara-e-Mehmil
Na
Raha
Hausle
Wo
Na
Rahe,
Hum
Na
Rahe,
Dil
NaRaha
Ghar
Ye
Ujda
Hai
Ke,
Tu
Ronak-e-Mehfil
Na
Raha
Aye
Khosh
Aan
Roz
Ke
Aayee
Wo
Basad
Naaz
Aayee
Be
Hijaabaana
Soye
Mehfil-e-Ma-Baaz
Aayee
Baada-Kash
Ghair
Hain,
Gulshan
Mein
Lab
Jo
Baithe
Sunte
Hain
Jaam
Bakaf
Naghma
Ku-Ku
Baithe
Daur
Hangaama
Gulzaar
Se
Ek-Soo
Baithe
Tere
Deewane
Bhi
Hain
Muntazir
Hu
Baithe
Apne
Parwanon
Ko
Phir
Zauq-e-Khud
Afrozi
De
Barq-e-Dereena
Ko
Farmaan-e-Jigar
Sozi
De
Qaum-e-Awaara
Anaan
Taab
Hai
Phir
Soo-e-Hijaaz
Le
Uda
Bulbul-e-BePar
Ko
Mazaak-e-Parwaaz
Muztarab
Baagh
Ke
Har
Ghoonche
Mein
Hai
Boo-e-Niyaaz
Tu
Zara
Ched
Tho
De
Tashna
Mazaraab
Hai
Saaz
Naghmein
Be-Taab
Hain
Taaron
Se
Nikalne
Ke
Liye
Toor
Maztar
Hai
Usi
Aag
Mein
Jalne
Ke
Liye
Mushkilein
Ummat-e-Marhoom
Ki
Aasaan
Karde
Mor-e-Bemaya
Ko
Hamdosh-e-SulaimanKarde
Jinse
Nayaab-e-Muhabbat
Ko
Phir
Arzaan
Karde
Hind
Ke
Der-e-Nasheenon
Ko
Musalmaan
Karde
Juye
Khoo-mi
Chakad
Azz
Hasrat
Daireena
Ma
Mee
Tapad
Naala
Be-Nashtar
Kada
Seena
Ma
Bu-e-Gul
Legayi
Beroon-e-Chaman
Raaz-e-Chaman
Kya
Qayaamat
Hai
Ke
Khud
Phool
Hain
Gammaz-e-Chaman
Ahd-e-Gul
Khatam
Huwa,
Toot
Gaya
Saaz-e-Chaman
Udgaye
Daaliyon
Se
Zamzam-e-Parwaaz-e-Chaman
Ek
Bulbul
Hai
Ke
Hai
Mehwe
Tarannum
Abtak
Iske
Seene
Mein
Hai
Naghmon
Ka
Talatun
Abtak
Qamariyan
Shaaq-e-Sanobar
Se
Guraizaan
Bhi
Huwein
Pattiyan
Phool
Ki
Jhad
Jhad
Ke
Pareshaan
Bhi
Huwein
Wo
Puraani
Rawishein
Baagh
Ki
Veeran
Bhi
Huwein
Daliyan
Paireen-e-Barg
Se
Uriyaan
Bhi
Huwein
Qaid-e-Mausam
Se
Tabiat
Rahi
Aazaad
Uski
Kaash
Gulshan
Mein
Samajhta
Koi
Fariyaad
Uski
Lutf
Marne
Mein
Hai
Baaki,
Na
Maza
Jeene
Mein
Kuch
Maza
Hai
Tho
Yahi,
Khoon-e-Jigar
Peene
Mein
Kitne
Betaab
Hain
Johar
Mere
Aaeene
Mein
Kis
Qadar
Jalwe
Tadapte
Hain
Mere
Seene
Mein
Is
Gulistaan
Mein
Magar
Dekhne
Waale
HiNahi
Daagh
Jo
Seene
Mein
Rakhte
Hon
Wo
Laale
Hi
Nahi
Chaak
Is
Bulbul-e-Tanha
Ki
Nawaas-e-Dil
Houn
Jaagnewaale
Isi
Baang-e-Dara
Se
Dil
Houn
Yani
Phir
Zinda
Naye
Ahd-e-Wafa
Se
Dil
Houn
Phir
Isi
Baada
Daireena
Ke
Pyase
Dil
Houn
Ajmi
Khum
Hai
Tho
Kya
Mai
Tho
Hijaazi
Hai
Meri?
Naghma
Hindi
Hai
Tho
Kya
Lai
Tho
Hijaazi
Hai
Meri?
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.