Prashant Beybaar - Surkh Chaand - traduction des paroles en russe

Surkh Chaand - Prashant Beybaartraduction en russe




Surkh Chaand
Алый месяц
Ek surkh chaand god mein liye hue
С алым месяцем на руках,
Eve falaq se utari hai
С небес она спустилась.
Tumhaaree nazaron mein uski himmat
В твоих глазах её отвага,
Kirch ke jitni patlee hai
Тонка, как лунный серп.
Har maheene kee yahi tis hai
Каждый месяц одно и то же,
Nahin kahegi tumse vo, ki,
Не скажет тебе она, что
Sah rahee hai tumhaaree nasl ke liye
Терпит ради твоего рода,
Aanae waali laharaati fasl ke liye
Ради будущего урожая.
Ek chaand gadha hai kokh mein
Месяц затаился в утробе,
Vo dard samete tadap rahee hai
Она, сдерживая боль, мается.
Nabz fadakati pet ko thaame
Держась за трепещущий живот,
Surkh chaandanee simat rahee hai
Вбирает алый лунный свет.
Punam se amavasya tak krishna paksh hai andar
От полнолуния до новолуния темная фаза внутри.
Amavasya se punam tak shukla paksh hai bheetar
От новолуния до полнолуния светлая фаза внутри.
Shabaab pe hota hai to maheenaa pooraa hota hai
В расцвете сил месяц полон.
Lahoo bahata hai falak se hokar
Кровь льется с небес,
Surkh chaandanee sokhti huee jiti hai aurat
Впитывая алый лунный свет, побеждает женщина.
Aur ye kirch chubhota 'crescent' kokh mein
И этот тонкий серп в утробе
Phir dhaltaa hai pandrah din tak
Убывает пятнадцать дней,
Phir badhata hai pandrah din tak
Растет пятнадцать дней,
Jaise aasamaan mein sarakta hai chaand koyi
Словно луна скользит по небу.
Un mushkil ke paanch dinon mein
В эти трудные пять дней,
Jab chaand poore shabaab pe ho aur agar,
Когда луна в полном расцвете, и если
Kabhi jo uska hausla kam pad jae
Её дух вдруг ослабеет,
Vo chupake se tumse apanee nazar chhupaae
Она украдкой от тебя скроет свой взгляд,
To badha denaa haath himmat ka, saath ka
То протяни ей руку поддержки, руку помощи.
Maanaa ki ek mard ke liye
Понимаю, мужчине
Mushkil hai samajh paanaa,
Сложно понять это,
Magar tum mat samajhnaa,
Но ты не пытайся понять,
Na hee koshish karnaa us ehasaas ko jeene kee
Не пытайся прочувствовать это ощущение.
Bas bhar denaa garam paani kee botal
Просто налей горячей воды в бутылку.
Maan, bahan ya koyi aur bhee ho to
Матери, сестре или любой другой.
Aur agar ho jeevan-sangini to
А если это твоя спутница жизни,
Le jaanaa use gol-gappe khilaane;
Отведи её поесть чего-нибудь вкусного, например, пани пури;
Raat ke dedh baje,
В полвторого ночи,
Jab use chocolate kee talab lage
Когда ей захочется шоколада,
To muskuraakar laa denaa frij se,
Улыбнись и принеси из холодильника
Ek jaale gud kee dheli;
Кусочек гур;
Baahon ka sahaara de denaa,
Обними её,
Kah denaa jhoothe ko hee, ki main hoon,
Скажи неправду, что ты рядом,
Apanee hatheli kee garmaahat bhee rakh doge
Положи свою теплую ладонь
Uske pet pe agar,
Ей на живот,
To vo gahari neend so jaaegee,
И она крепко уснет,
Isi bharam mein ki tum ho
В уверенности, что это ты.
Socho, kithna andhaa aasamaan hoga uska
Представь, какое темное небо у неё,
Jo har maheene chaand kee kirch chhil chhil kar
Которая каждый месяц отрывает кусочек луны,
Phenkati rahtee hai kapade mein lapetakar kaheen door
Заворачивает в ткань и выбрасывает куда-то далеко.
Galati nahin hai uski, marzi bhee nahin hai
Это не её вина, не её выбор.
Khuda ne utaara hai falaq se usko
Бог послал её с небес,
Ek aurat ka jism dekar
Дав ей женское тело,
Taaki tumhaaree raatein raushan hon
Чтобы твои ночи были светлыми.
Aur,
А
Tum ho ki nazar bhee nahin milaate ho
Ты даже не смотришь ей в глаза,
Ki kaheen galati se bhee munh se
Чтобы случайно
'periods' ya 'masik-dharm'
Не произнести слова
Jesaa koyi lafz na nikal jae
«менструация» или «месячные»,
Saaf rishte mein khalal na pad jae
Чтобы не нарушить чистоту отношений.
Magar jiske naam mein hee dharm ho,
Но то, в чьем названии есть слово «дхарма» (долг, закон),
Usse adharm jesaa suluk kyun
Почему к этому относятся как к чему-то нечистому?
Tum bhee to adam ka hissaa ho
Ты ведь тоже часть Адама,
Phir akeli eve ko tis kyun .
Так почему же Ева страдает одна?





Writer(s): Prashant Bebaar


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.