Sahir - Khamakha paroles de chanson

paroles de chanson Khamakha - Sahir




Pehle toh anjaana tha
Kiya na ye khamakha
Kya hoga na pata?
Yahi toh anjam tha
Kiya na ye khamakha
Bharosa khud pe tha!
Kum hote ye faasle
Asal ye hustle hai
Manzil hai pass mei
Kare le jo bhi thaane karle jo bhi thaane
Zehen sirf ye dil ki maane, dil ki maane
Kum aakal nadan ye na kiski soche
Musafir hai udte jaha hawa ke jhoke
Kaisi khwabo ki duniya
Sat rangeen bunidyaado pe
Udti ye kashti jaise
Badalo ki lehero mei samete
Kisi ki na sunte
Apne hei dhun me
Zada na kaam hai ha,
Zada. na kum hai
Nawazish ye rooh ki,
Teri na khatam ha
Jhaak andar dekh uss
Roshni ko tere hai man mei
Pehle toh anjaana tha
Kiya na ye khamakha
Kya hoga na pata?
Yahi toh anjam tha
Kiya na ye khamakha
Bharosa khud pe tha!
Kum hote ye faasle
Asal ye hustle hai
Manzil hai pass me
Dekha khawab, dekha dard
Paya saath,
Shabnami ye aasu,
Jab bhi hoti mulakat, mulakat
Dekha kal, jo na socha hoga aaj
Yaar jab mile
Kare bachan yaad
Kisne socha tha ki hum honge apni maqsad ke pass
Mehnat ki ye hasrat hai kudrat khud pahucha deti woh khitaab
Palat uss panne ko likh apni takdeer, aaj behta jaise aab
Jaan apne aap ko, kama sawaab
Dekha kal
Jo na socha hoga aaj
Jo na socha hoga aaj
Pehle toh anjaana tha
Kiya na ye khamakha
Kya hoga na pata?
Yahi toh anjam tha
Kiya na ye khamakha
Bharosa khud pe tha!
Kum hote ye faasle
Asal ye hustle hai
Manzil hai pass me



Writer(s): Aakash


Sahir - Khamakha - Single
Album Khamakha - Single
date de sortie
26-08-2019



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.