Sahir - Aao baithe kare baat paroles de chanson

paroles de chanson Aao baithe kare baat - Sahir



Itni nafrat kyu
Aao baither kare baat
Jaane hum hai bane ek
Toh kyu ek dusre ke khilaf
Kaisa wo mazhab jo na rakh sake hume saath
Lal daag aasman ro pada aaj
Itni nafrat kyu
Aao baither kare baat
Jaane hum hai bane ek
Toh kyu ek dusre ke khilaf
Jism ye jaise barf hai
Na lage dard ye
Bass pigloon andar se
Baitha mei farsh pe
Lage na ye 2020 lage ye nark hai
Sab baithe ankho pe parde
Chahte hum apas mei ladke
Khat ma ho jaye kuch na ban paye
Kaha woh imaan jo hume
Insaan banaye sahi rasta dikahye
Jaane ye rooh na marne wali
Par badan ye rakh ban jaye
Waqt ab pyaar ka hum hath badhaye
Iss andhere mei roshni failaye
Humare beech dewaar giraye
Karam kar ache dua kamaye
Kamyabi paaye
Kya apno ko hei mar kar kya tujhe khudai miljayegi
Band kar dussro ko besabab kya tujhe kabh rihayi milpayega
Jo goli lag ke jayegi wo mazhab nahi bate gi
Mei fir dohraonga ye baat
Jab Tak samajh mei na aayegi
Itni nafrat kyu
Aao baither kare baat
Jaane hum hai bane ek
Toh kyu ek dusre ke khilaf
Kaisa wo mazhab jo na rakh sake hume saath
Lal daag aasman ro pada aaj
Itni nafrat kyu
Aao baither kare baat
Jaane hum hai bane ek
Toh kyu ek dusre ke khilaf



Writer(s): Anshul Gupta


Sahir - Aao baithe kare baat
Album Aao baithe kare baat
date de sortie
21-03-2020



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.