Shabbir Kumar - Sari Duniya Ka Boj - From "Coolie" paroles de chanson

paroles de chanson Sari Duniya Ka Boj - From "Coolie" - Shabbir Kumar



Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Uthaate hain boj uthaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Log aathe hain log jaathe hain
Hum yahi pe khadey rah jaathe hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Chaar kaa kaam hain ek kaa daam hain
Chaar kaa kaam hain ek kaa daam hain
Khoon mat pijie aur kuch dijie
Ek rupaya hai kam hamen khuda kee kasam
Badee mehnat se roti kamaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Thodaa pani piya yaad rab ko kiya
Bhukh bhee mit gayi pyaas bhee bujh gayi
Thodaa pani piya yaad rab ko kiya
Bhukh bhee mit gayi pyaas bhee bujh gayi
Kaam har haal mein naam ko saal mein
Id kee ek chuttee manaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Jeenaa mushkil to hai apana bhee dil to hai
Dil mein armaan hain hum bhee insaan hain
Jeenaa mushkil to hai apana bhee dil to hai
Dil mein armaan hain hum bhee insaan hain
Jab sataate hai gam aish karte hain hum
Jab sataate hai gam aish karte hain hum
Bidi pite hain aur paan khate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Log aathe hain log jaathe hain
Hum yahi pe khadey rah jaathe hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain
Sari duniyaa kaa boj hum uthaate hain



Writer(s): Anand Bakshi, Laxmikant Pyarelal


Shabbir Kumar - Amitabh Bachchan - The Golden Years (Vol 3)
Album Amitabh Bachchan - The Golden Years (Vol 3)
date de sortie
08-03-2013




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.