Taha G - Pyaar Ata Jata Hai paroles de chanson

paroles de chanson Pyaar Ata Jata Hai - Taha G



Janam hum ab hain khatam
Yeh dil ab na aur seh sakay
Chaho tou chordon mein apna watan
Waisay bhi tu chahti hai koi aur badan
Pyaar ata jata hai
Yeh dil mera kyun roz
Toota hi jata hai
Kiya tujhay mainay pyaar khuda se bhi zyada
Diya tunay mujhay pyaar se dard zada
Chaho tou kardon mein apna katal
Waisay hi teri ankhon mein ab hun jala
Pyaar ata jata hai
Yeh dil mera kyun roz
Toota hi jata



Writer(s): Taha G


Taha G - Pyaar Ata Jata Hai
Album Pyaar Ata Jata Hai
date de sortie
20-03-2019




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.