Various Artists - Tum Darshan Hum Naina paroles de chanson

paroles de chanson Tum Darshan Hum Naina - Edgar Oceransky , Tarang Nagi




Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.kaushalya ki kokh se tumne jaman liya hai aise.
Sukh samriddhi ki ganga gomukh se janme jaise.
Sarju ke tat jhoom ke gaye pal pal aaj badhai.
Jug jug aakhiya tarsi hai tab ghadi ye pawan aai.
Mil gaya maan ko chaina.
Rama
Tum darshan hum naina.
Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.
Hum jeevan hai tum mukti.
Hum maruthal tum jal ki dhaar.
Hum swati ki boond hai rama tum karuna ka sindhu appar.
Hum deepak tum jyoti.
Hum santaan hai tum ho palanhaar...
Hum aasha vishvas ho tum.
Hum jhanjhar hai tum ho jhankaar.
Tum suraj hum raina .
Rama
Tum darshan hum naina.
Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.



Writer(s): Manoj Muntashir, Meet Bros Anjjan


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.
//}