Woke Ashtin feat. VASTAVIK & Bhadrankar - Aaina paroles de chanson

paroles de chanson Aaina - Woke Ashtin



I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone
I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone
Ayena, baat nahi karta mujse
Lekin batata muje k mai hu anjaan in sab se
Dekha jo khwab, laga asal ek waqt pe
Chod diye sath vo log ne jo kabhi na thereh
Meri zindagi, mere liye nahi in logo jesi
Mein rehta durr, bohot durr ek patang jese
Khoob se khoobsurat hai nur
Ek bhool k wajah se dhool lage naam pe
Tum nahi rakhte dhyan
Aur mai dhyan rakhna chahta apne kaam pe
Anjaam inhe karta krodh
Aur nafrat ne badhae faasle
Kisne dekha kaal?
Aur kal kisne dekha?
Samay nahi thama
Toh samay se mein seekha
Bure waqt k waqt
Kisne diya tera sath?
Bure waqt k waqt
Kon tha tera khas?
Mein tha khud k liye
Toh mai bana khud ka khas
Tum jaan k bhi anjaan banne lage
Ye galat baat
I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone
I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone
Mann mein thi aashanka
Mummy boli beta khyaal rakhna, dhyaan apna
Dena jawaab upar wale ko, sawaal sabka
Mai paal sakta, saanp tere jaise 10
Mai haal apna, rakhta apne tak
Jaise ye bande sab, sharafat pe hai karte shaq
Ghabrahat mein jo khaalete hai kasmein sab
Hum nahi bas mein abh,
Nafrat wale ladke badhte jab
Inn logo ko hai dikkat mere hasne par
Jo tu hass nahi sake, toh ye kya zindagi?
Tere vash mein ho sab, toh ye khaakh Zindagi
Asafalta mile toh ye tere saath zindagi
Kuch dino se chalrahi mere khilaaf zindagi
Milegi saans fir nahi
Badnaseebi ki kuch chiz mere haath mein nahi
Uss jeevan ka kya matlab jismein khwaab hi nahi
Kaun kare mujhe prarthna me yaad?
Kaun kare mujhe aatma se pyar?
Kaun yahan mere raaz jaane yaar?
Kaun yahan meri baat maane yaar?
Mein puchu ye sawal
Ab me banta nai khass
Ab me bolta nai kaash
Ave bandh maari aankh
Karu man maathi vaat
Kari manmaaniyan tabhi chalna sikha
Mari yaadein nahi julein pe se dekhta aakash
Wo barso ke nagmo ko andar hi rakhke me hasta aur bolta na kuch
Wo manzar ke sapno ko ambar pe rakh ke me karta ab mehnat sach much
Wo karte bas istamaal
Tu apni basti sambhal
Wo kehte badla hai tu
Mene wo sach kardi baat
Sath mere parvardigar
Saaf chehre par hi sawal
Aaj tere kal hai anjaan
Rakhte sab bistar tak pyaar
Paaun khudko naachta kamron mein
Aaine se dosti ho gai
Aaj hasta hoon mein zakhmon pe
Saaya bole roshni wo rahi
Paaun khudko naachta kamron mein
Aaine se dosti ho gai
Aaj hasta hoon mein zakhmon pe
Saaya bole roshni wo rahi
I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone
I was really lost in my own world
In my head I'm just a lost soul
I was fighting demons in my own zone
Looked into the mirror and I talked alone



Writer(s): Ashtin Hopkins


Woke Ashtin feat. VASTAVIK & Bhadrankar - Aaina
Album Aaina
date de sortie
20-07-2022

1 Aaina




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.