kalakarr - Aankhon Ke Baatein paroles de chanson

paroles de chanson Aankhon Ke Baatein - kalakarr



Aaj raatein hai kaali, aur din bhi hai kaali
Nasheeli si aankhon mei duniya basali
Aankhon ke baaton pei aankhein bhi jaali
Aur dil - bilkul hi khaali
Aaj raatein hai kaali, aur din bhi hai kaali
Nasheeli si aankhon mei duniya basali
Aankhon ke baaton pe aankhein bhi jaali
Aur dil
Kehta nahi aaj khudki hi baatein mei
Jaanta hu kaise bi tayi maine raatein hai
Kaash mein bhi dete na hi yeh nibhate hai
Apna kehkar, kaise dur kar paa tei hai?
Inhe koi farak nahi (Farak nahi)
Soche Zindagi mei narak nahi (Narak nahi)
Khud rasta dikhaate aur khud hi yeh kehte
Maaf kar dena mujhe isse zyada koi sadak nahi
Shaayar ya lekhak ya gayak udaas
Aaj bharosa nahi tabhi kehta naa raaz
Bahar se yeh dil toota nahi
Par unhone hi toda joh thye dil ke paas
Shayad galti thi meri kyuki jaanta hu
Pyaar aur WAR ek samman hai
Kathor mei thehra aur manta hu
Par mere andar bhi toh insaan hai
Bhala kaise na dikhta tujhe mera dard
Jab pyaar tune bhi toh kiya hi tha (Kiya bhi tha)
Aur kaise mei so-chu yeh baatein galat
Jab khuda ke samne naam liya bhi tha (Liya bhi tha)
Mera hi naam
Meri hi ruh
Mera hi haath aur
Mera hi chehra
Meri yeh baatein sunle ek baar
Aur sunle mera dil kya hai keh raha
Aaj raatein hai kaali, aur din bhi hai kaali
Nasheeli si aankhon mei duniya basali
Aankhon ke baaton pe aankhein bhi jaali
Aur dil - bilkul hi khaali
Raatein hai kaali, aur din bhi hai kaali
Nasheeli si ankhon mei duniya basali
Aankhon ke baaton pe aankhein bhi jaali
Aur dil
Aaj ratein hai kaali, aur din bhi hai kaali
Nasheeli si ankhon mei duniya basali
Aankhon ke baaton pe aankhein bhi jaali
Aur tere bagair dil bilkul hai khaali



Writer(s): John Lama


kalakarr - Aankhon Ke Baatein
Album Aankhon Ke Baatein
date de sortie
18-06-2021




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.