Abida Parveen - Ishq Ka Raaz Ghar Na текст песни

Текст песни Ishq Ka Raaz Ghar Na - Abida Parveen




Ishaq ka raaz gar na khul jata
Is kadar tu na humse sharmata
Aake tab bethita Hai wo hum pass
Aap main jab humen nahi pata
Is kadar tu na humse sharmata
Zindagi ne wafa na ki warna
Main Tamasha wafa ka dikhlata
Is kadar tu na humse sharmata
Sab yeh baaten hain chah ki warna
Is kadar tu na hum pe jhunjhlata
Is kadar tu na humse sharmata
Main na sunta kisi ki baat hasan
Dill jo baaten na mujhko sunwata
Is kadar tu na humse sharmata
Ishaq ka raaz gar na khul jata



Авторы: Abida Parveen


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.