Altaf Raja - Aane Lagi Hai Hichki текст песни

Текст песни Aane Lagi Hai Hichki - Altaf Raja



Aashiqo ki majboori dooriyan samajhti hai
Kaun yaad karta hai hichkiyaan samajhti hai
Jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski
Shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski
Shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Aane lagi aane lagi hichki...
Hichki aane lagi aane lagi aane lagi
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Kaise roku rok nahi mai paun
Aane ko to saamne sab ke aaun
Kaise roku rok nahi mai paun
Aane ko to saamne sab ke aaun
Bachpan ke yaaro se mai sharmaau
Raaz na mera khul jaye ghabraau
Meri haalat pr hasti hai har ladki office ki
Shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Aane lagi aane lagi hichki...
Hichki aane lagi aane lagi aane lagi
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Sidhi sadhi meri dilbar jaani
Kya batlau mai uski naadani
Sidhi sadhi meri dilbar jaani
Kya batlau mai uski naadani
Yaad kiya karti hai wo deewani
Kairat meri ho gayi pani pani
Gharwale ye soch rahe hai pi hai maine whiskey
Shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Ho ho yaaro aane lagi hai hichki
Aane lagi aane lagi hichki...
Hichki aane lagi aane lagi aane lagi
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Muh latkaaye baitha mai deewana
Apni parchaai se mai begana
Muh latkaaye baitha mai deewana
Apni parchaai se mai begana
Bhul gaya tha chahat ka nazrana
Usne fir dohraya wo afsana
Tum hi sach sach bolo isme galti hai ye kiski
Shayad mujhko yaad kiya hai usne lekar siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Jiske sapne mere apne shokh najar hai jiski
Shayad mujhko yaad kiya lekar usne siski
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki
Aane lagi aane lagi hichki...
Hichki aane lagi aane lagi aane lagi
Yaaro aane lagi hai hichki
Haa haa yaaro aane lagi hai hichki



Авторы: Vaishnav Deva, Altaf Raja, Jamil Mujahid


Altaf Raja - Taaza Hawa Lete Hain
Альбом Taaza Hawa Lete Hain
дата релиза
01-01-2001




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.