Текст песни Doston Se Na Milo - Altaf Raja
Jab
se
asli
rup
sabka
Jab
se
asli
rup
sabka
maine
dekha
hain
Ab
koyi
sadma
mere
dil
par
nahi
lagta
Ab
koyi
sadma
mere
dil
par
nahi
lagta
Dosto
se
na
milo
Dosto
se
na
milo
taklif
hoti
hai
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Ha
fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Jab
se
asli
rup
sabka
Inke
chehre
par
lage
rehte
hai
sau
nakab
Hum
bhi
samajh
paye
nahi
kaante
hai
ya
gulab
Ha
inke
chehre
par
lage
rehte
hai
sau
nakab
Hum
bhi
samajh
paye
nahi
kaante
hai
ya
gulab
Har
kadam
par
yaad
inke
aate
hai
sitam
Likhne
baitho
to
banegi
In
par
ek
kitab,
in
par
ek
kitab
Yaron
ne
jo
bheje
hain,
yaron
ne
jo
bheje
hain
Wo
phul
chubhte
hain
Gair
ka
phenka
hua
patthar
nahi
lagta
Gair
ka
phenka
hua
patthar
nahi
lagta
Jab
se
asli
rup
sabka
Pehle
to
har
raaz
me
hote
hai
ye
shamil
Dost
ko
gumrah
karke
todte
hai
dil
Pehle
to
har
raaz
me
hote
hai
ye
shamil
Dost
ko
gumrah
karke
todte
hai
dil
Phir
sitam
ye
hai
ke
hamdardi
bhi
karte
hai
Waar
wo
karte
hai
jo
kar
paye
na
kaatil
Kar
paye
na
kaatil
Doston
ke
naam
se,
doston
ke
naam
se
Ham
kaanp
jate
hain
Dushmano
ki
dushmani
se
darr
nahi
lagta
Dushmano
ki
dushmani
se
darr
nahi
lagta
Jab
se
asli
rup
sabka
Apne
matlab
ke
siwa
karte
nahi
ye
baat
Naapte
hai
paiso
se
ye
yaar
ke
halaat
O
apne
matlab
ke
siwa
karte
nahi
ye
baat
Naapte
hai
paiso
se
ye
yaar
ke
halaat
Inka
kaam
nikal
jaye
to
ho
jate
hai
dur
Kaise
janenge
bhala
ye
auro
ke
jajbaat
Auro
ke
jajbaat
Kya
kare
hum
dekhkar,
kya
kare
hum
dekhkar
Duniya
ki
dilkashi
Ab
suhana
koyi
bhi
manjar
nahi
lagta
Ab
suhana
koyi
bhi
manjar
nahi
lagta
Jab
se
asli
rup
sabka
Jab
se
asli
rup
sabka
maine
dekha
hain
Ab
koyi
sadma
mere
dil
par
nahi
lagta
Ab
koyi
sadma
mere
dil
par
nahi
lagta
Doston
se
na
milo
Doston
se
na
milo
taklif
hoti
hai
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Are
fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Fayada
hai
pith
me
khanjar
nahi
lagta
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.