Anup Jalota - Do Akshar Ka Naam Ram Ka текст песни

Текст песни Do Akshar Ka Naam Ram Ka - Anup Jalota



Do akshar ka naam Ram ka
Do akshar ki Sita
Sita Ram jappe bin tera
Sara jivan bita-2
O Bhaj ley Ram Sita Ram
Siya-Ram japne sey mann ka
Mit jata andhiyara
Jag-mag ho jata hai Mann ka
Kona kona sara
Ram bhajan ke jaap bina
Sabka mann hai rita
Do akshar ka naam Ram ka
Do akshar ki Sita
Sita Ram jape bin tera
Sara jivan bita
O bhaj ley Ram Sita Ram
Do akshar ke Ram naam ney
Sabke sankat katay
Sita mata ney ghar ghar mein
Sukh hi sukh hain batay
Sabse Paawan Is dharti par
Ram naam ki Gita
Do akshar ka naam Ram ka
Do akshar ki Sita
Sita Ram jape bin tera
Sara jivan bita
O bhaj ley Ram Sita Ram
Siya haran kar, Raavan ney tha
Apna vansh mitaya
Phir bhi Ram ney os Raavan ko
Param dharm pahunchaya
Siya-Ram ka naam jagat mein
Paavan-param Puneeta
Sita Ram jape bin tera
Sara jivan bita
Do akshar ka naam Ram ka
Do akshar ki Sita
Sita Ram jape bin tera
Sara jivan bita
O bhaj ley Ram Sita Ram
Sita Ram Sita Ram
Siya Ram Siya Ram
O Siya Ram Siya Ram
Siya Ram Siya Ram




Anup Jalota - Jai Ram (From Ramcharitmanas)
Альбом Jai Ram (From Ramcharitmanas)
дата релиза
01-01-1999




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.