Asha Bhosle - Sagar Labon Se Laga Le текст песни

Текст песни Sagar Labon Se Laga Le - Asha Bhosle




Saagar labon se lagaa le
Bhar ke suraahi utaa le
Pee le
Pi le
Thodee pi le
Bhar ke dil ka too paimaana
Ye shaam hai ye gulaabi gulaabi
Sharaabee gulaabi, sharaabee gulaabi
Saagar labon se lagaa le
Bhar ke suraahi utaa le
Pee le
Pi le
Thodee pi le
Bhar ke dil ka too paimaana
Ye shaam hai ye gulaabi gulaabi
Sharaabee gulaabi, sharaabee gulaabi
Saagar labon se lagaa le
Pehle ye pi le
Phir main aankhon se pilaaungi
Phir aisa main jam ban jaaoongi
Pehle ye pi le
Phir main aankhon se pilaaungi
Phir aisa main jam ban jaaoongi
Pie binaa nasha nahin
Nashe binaa majaa nahin
Pie binaa nasha nahin
Nashe binaa majaa nahin
Aa pyaas dil kee bhujhe le
Ye aag dil mein lagaa le
Pee le, pee le
Thodee pi le
Bhar ke dil ka too paimaana
Ye shaam hai ye gulaabi gulaabi
Sharaabee gulaabi sharaabee gulaabi
Saagar labon se
Ek to javanee hai
Uspe mausam suhana hai
Pine ka har ek bahaana hai
Ek to javanee hai
Uspe mausam suhana hai
Peene ka har ek bahaana hai
Main haseen too javaan
Ye samaan fir kahaa
Main haseen too javaan
Ye samaan fir kahaa
Fir ye guzar jaane waale
Pyaase nahin aanae waale
Pee le pee le thodee pi le
Bhar le dil ka too paimaana
Ye shaam hai ye gulaabi gulaabi
Sharaabee gulaabi
Sharaabee gulaabi
Saagar labon se lagaa le
Saagar labon se lagaa le
Saagar labon se lagaa le




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.