Asha Parekh feat. Lata Mangeshkar - Na Koi Umang Hai (with Dialogues) текст песни

Текст песни Na Koi Umang Hai (with Dialogues) - Asha Parekh feat. Lata Mangeshkar




Kamal ji, aapko mere kaaran jo kasht hua hai
Usey jeevan-bhar nahin bhooloongi
Aapki aakhiri kavita mere hi jeevan ki kahaani hai
Na koi umang hai, na koi tarang hai
Meri zindagi bhi kya, ek kati patang hai
Na koi umang hai, na koi tarang hai
Meri zindagi hai kya, ek kati patang hai
Na koi umang hai, na koi tarang hai
Meri zindagi hai kya, ek kati patang hai
Na koi umang hai...
Aakash se giri main ek baar kat ke aise
Aakash se giri main ek baar kat ke aise
Duniya ne phir na poochho...
Duniya ne phir na poochho, loota hai mujhko kaise
Na kisi ka saath hai, na kisi ka sang hai
Meri zindagi hai kya, ek kati patang hai
Na koi umang hai...
Lag ke gale se apne babul ke main na royi
Lag ke gale se apne babul ke main na royi
Doli uthi yoon jaise...
Doli uthi yoon jaise arthhi uthi ho koi
Yahi dukh to aaj bhi mere ang sang hai
Meri zindagi hai kya, ek kati patang hai
Sapnon ke devta, kya tujhko karoon main arpan?
Sapnon ke devta, kya tujhko karoon main arpan?
Patjhad ki main hoon chhaya...
Patjhad ki main hoon chhaya, main aansuon ka darpan
Yahi mera roop hai, yahi mera rang hai
Meri zindagi hai kya, ek kati patang hai
Na koi umang hai...



Авторы: Anand Bakshi, Rahul Dev Burman


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.