Текст песни




Kyun ho gaye tum aur main juda
Saath chalna thha sang hamein sada
Kya meri hi tarah haal tera bura
Ya ho gaya hai koi aur tera
Aaj bhi tere sapne main kyun hu dekhta
Takta rahoon teri raah ab jo tu na ho paaya mera
Ab akela phirta hoon mai dooriyon ka kar ehsaas
Kyun tuney na jaana main hoon yahan
Kyun tuney na jaana main hoon yahan
Kyun main dil ki hi suna... hmmm
Bas khwaab tere hi bunta mai chala
Sooney lagte yeh raaste tere bina
Shayad kabhi bhi tu thha na mera
Tu jo aaj na hai mera
Mera sab kuch phir bhi hai tera
Takta rahoon teri raah ab
Jo tu na ho paaya mera
Ab akela phirta hoon mai dooriyon ka kar ehsaas
Kyun tuney na jaana main hoon yahan
Ab akela phirta hoon mai dooriyon ka kar ehsaas
Kyun tuney na jaana main hoon yahan
Kyun tuney na jaana main hoon yahan




ER - Tuney Na Jaana - Single
Альбом Tuney Na Jaana - Single
дата релиза
08-12-2023



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
Загрузка
Загрузка