Ghulam Ali - Chupke Chupke Raat Din текст песни

Текст песни Chupke Chupke Raat Din - Ghulam Ali

Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai

Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai

Khinch lena wo mara parade kaa kona dafaatan

Or dupate se tara wo munh chupana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai
Isi gazal ke do shore jo main ne pahele record naheen kiraye
Wo naye aap ke liye huun ge, pesh kar raha huun
Be rukhi ke saath sunana dard dil kii daastaan
Be rukhi ke saath...

Wo kalaai main tara kangan ghumana yaad hai
Wo kalaai main tara kangan ghumana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai
Vakt rukhsat alvida kaa lafz kehane ke liye
Vakt rukhsat alvida kaa...
Vakt rukhsat alvida kaa lafz kehane ke liye
Wo tare sukhe labo kaa thar thrana yaad hai
Wo tare sukhe labo kaa thar thrana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake, chupake chupake, chupake chupake
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai
Aa gaya gir vasal kii shub bhi kahin zikr firaaq
Aa gaya, aa gaya gir...
Aa gaya gir vasal kii shub bhi kahin zikr firaaq, zikr firaaq
Aa gaya gir vasal kii shub bhi kahin zikr firaaq
Wo tara ro ro ki bhi mujh ko rulaana yaad hai
Wo tara ro ro ki bhi mujh ko rulaana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai
Dopahar kii dhoop main meree bulane ke liye
Dopahar kii dhoop main...

Wo tara kothe pa nange paauun aana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai
Bahazaaran iztarab va sadahazaaran ishtayaq

Tujh se wo pahele pahal dil kaa lagaana yaad hai
Hum ko ab tak aashiqui kaa wo zamana yaad hai
Chupake chupake raat din aansu bahaana yaad hai

Авторы: HASRAT MOHANI, GHULAM ALI, GHULAM ALI SH

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.