Текст песни Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi - Ghulam Ali
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Kabhi
ashq
aankh
se
dhal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Main
khayaal-o-khaab
ki
mehfilein
Na
ba-qadr-e-shauq
saja
saka
Main
khayaal-o-khaab
ki
mehfilein
Na
ba-qadr-e-shauq
saja
saka
Teri
ik
nazar
ke
saath
hi
Mere
sab
iraade
badal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Kabhi
rang
mein,
kabhi
roop
mein
Kabhi
chhaon
mein,
kabhi
dhoop
mein
Kabhi
rang
mein,
kabhi
roop
mein
Kabhi
chhaon
mein,
kabhi
dhoop
mein
Kahin
aafatab-e-nazar
hain
wo
Kabhi
mahtaab
mein
dhal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Jo
fana
hue
gham-e-ishq
mein
Unhein
zindagi
ka
na
gham
hua
Jo
fana
hue
gham-e-ishq
mein
Unhein
zindagi
ka
na
gham
hua
Jo
na
apni
aag
mein
jal
sake
Wo
paraai
aag
mein
jal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Tha
unhein
bhi
meri
tarah
junoon
To
phir
unmein-mujhmein
ye
farq
kyun?
Tha
unhein
bhi
meri
tarah
junoon
To
phir
unmein-mujhmein
ye
farq
kyun?
Main
gareft-e-gham
se
na
bach
saka
Wo
hudood-e-gham
se
nikal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi
Kabhi
ashq
aankh
se
dhal
gaye
Ye
tumhaare
gham
ke
charaag
hain
Kabhi
bujh
gaye,
kabhi
jal
gaye
Kabhi
aah
lab
pe
machal
gayi

1 Ham Ko Kiske Gham Ne Mara Yeh Kahani Phir Sahi
2 Zakhm E Tanhai Mein
3 Baharon KO Chaman Yaad Aa Gaya Hai
4 Khushboo Jaise Log Mile
5 Jab Bhi Aankhon Mein
6 Awargi Yeh Dil Yeh Pagal Dil Mera
7 Musafir Chalte Chalte Thak Gaya Hai
8 Kabhi Aah Lab Pe Machal Gayi
9 Roya Karenge Aap Bhi Paheron Ki Tarah
10 Chupke Chupke Raat Din
11 Yeh Baaten Jhoothi Baaten Hain
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.