Текст песни




Bas thodi si tum baat karlo
Chaahe baar baar ek hi kissa yaad karlo
Iss ghar ke sanaate ko lafzo se bhardo
Chaahe dohrao ek hi kissa humko
Yaad karlo...
Thodi si baat karlo
Yaad karlo...
Thodi si baat karlo
Kabhi kabhi hum tumko toke
Jazbaato ko samajhna!
Lage aise har baar roke
Jazbaato ko samajhna!
Tumhara gussa bhi humko
Tumhaari yaad kam dilata hai!
Savere thoda jhadgadlo to dil ko dilasa de jaata hai!
Yaad karlo
Thodi si baat karlo
Yaad karlo
Thodi si baat karlo
Aksar ye salaah
Lagti hai jaise sazaa
Hona na tu khafa
Samajh humaari vajaah
Yaad karlo
Thodi si baat karlo
Yaad karlo
Thodi si baat karlo
Iss kandhe ko aaj bhi
Tera wajan
Behlata hai
Behlata hai
Tu kahe to aaj bhi
Har gali me tujhko
Tehlana hai
Tehlana hai
Chaahe ye kandha toote
Teri hassi se
Rishta na chhote
Na chhote na
Chaahe ye kandha toote
Teri hassi se
Rishta na chhote
Na chhote na
Bas thodi si tum baat karlo
Chaahe baar baar ek hi kissa yaad karlo
Iss ghar ke sanaate ko lafzo se bhardo
Chaahe dohrao ek hi kissa humko
Yaad karlo...
Thodi si baat karlo
Yaad karlo
Thodi si baat karlo
Aksar ye salaah
Lagti hai jaise sazaa
Hona na tu khafa
Samajh humaari vajaah



Авторы: Hrutul



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
Загрузка
Загрузка