Ila Arun - Nigodi Kaisi Jawani Hai текст песни

Текст песни Nigodi Kaisi Jawani Hai - Ila Arun



Ye kaisi jawani hai
Nigodi kaisi jawani hai
Nigodi kaisi jawani hai jo baat sune na meri
Nigodi nigodi kaisi jawani hai jo baat sune na meri
Nigodi kaisi jawani hai jo baat sune na meri
Nigodi badi mastani hai jo baat sune na meri l
Nigodi badi mastani hai jo baat sune na meri
Main ruk ruk ruk ruk karti hu ye aage aage chalti hai
Main ruk ruk ruk ruk karti hu ye aage aage chalti hai
Tere naam pe saiya jab dekho bin baate ke ye to machalti hai
Nigodi kaisi diwani hai jo baat sune na meri
Nigodi kaisi diwani hai jo baat sune na meri
Nigodi kaisi jawani hai jo baat sune na meri
Nigodi ye thandi aahe bharti hai ye garam saanse leti hai
Ye thandi aahe bharti hai ye garam saanse leti hai
Sapno me bak bak karti hai tujhe baaho me bhar leti hai
Nigodi kaisi begani hai jo baat sune na meri
Nigodi kaisi begani hai jo baat sune na meri
Nigodi kaisi diwani hai jo baat sune na meri
Nigodi ye far far far far udti hai ye sar sar sar sarakti hai
Ye far far far far udti hai ye sar sar sar sarakti hai
Tere hath me jab ho ye baalam kya khub ye tab ithlati hai
Nigodi badi harami hai ye baat sune na meri nigodi badi harami hai ye baat sune na meri nigodi kaisi jawani hai ye baat sune na meri nigodi kaisi jawani hai ye baat sune na meri nigodi kaisi jawani hai ye baat sune na meri ye baat sune na meri ye baat sune na



Авторы: Ila Arun


Ila Arun - Mela
Альбом Mela
дата релиза
01-10-1994




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.