Junaid Jamshed - Tamanna-E-Dil текст песни

Текст песни Tamanna-E-Dil - Junaid Jamshed



TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Tamana mudatoon se hai...
Jamal-e-mustafa dekhon...
Imam-ul-anbiya dekhon...
Habib-e-kibriya dekhon...
TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Woh jin k dam qadam se subha ne roshni payee...
Hawa ne jis se ambar ki fiza...
Woh rehnuma dekhon...
TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Bulandi ka nazara gumbad khizra ki pasti main...
Nazar neechi karon aur rifaton ka irtiqa dekhon...
Mera dilbar madeenay main hayat-e-javedan pa ker...
Hijab-e-noor main mastoor hai...
Woh dilruba dekhon...
TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Qadam bahar madeenay se, tasawur main madeena hai...
Ilahi ya ilahi azmatoon ki inteha dekhon...
Yeh duniya baysabat-o-baywafa-o-gham ka gehwara...
Yeh hai matloob dar-e-beywafaee main wafa dekhon...
TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Tajali uth gaye shola bani faran ki choti se...
Woh jis ki roshni pheli woh shamay kibriya dekhon...
Woh shan-e-khalq-e do alam...
Darood un per, salam un per...
Meray moula yeh mouqa de k khatm-ul-anbiya dekhon...
TAMANA-E-DIL RASOOL ULLAH
TAMANA-E-DIL HABEEB ULLAH
Kabhi wo husn ki mahfil kabhi wo shoq ka manzar
Kabhi ansoo ki zanjeeron me ashiq ki sada dekhun
Tamanna-e-dil RasoolAllah Tamanna-e-dil habibAllah
Wo hi hai shafa-e-mahshar murad-e-mah habib-e-mah
Sukoon-e-qalb-e-muztar ambiya ka mubtada dekhun
Dar-e-jannat pe hazir hon rasool-e-paak ke hamrah
Shafaat ka ye manzar ya khudaya me raza dekhun
Tamanna-e-dil RasoolAllah Tamanna-e-dil habibAllah
Tamanna muddaton se hai jamal-e-Mustafa dekhun
Imam-ul-ambiya dekhun habib-e-kibriya dekhun
Tamanna-e-dil RasoolAllah Tam



Авторы: junaid jamshed


Junaid Jamshed - Badi Uz Zaman - Islamic Nasheeds
Альбом Badi Uz Zaman - Islamic Nasheeds
дата релиза
01-01-2009




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.