Pritam feat. KK - O Meri Jaan (From "Tum Mile") текст песни
Pritam feat. KK O Meri Jaan (From "Tum Mile")

O Meri Jaan (From "Tum Mile")

KK , Pritam


Текст песни O Meri Jaan (From "Tum Mile") - KK , Pritam




Hairaan hain hum, hue kyun tum gairon se?
Kaisa hai gham bolo na tum hothon se?
Hairaan hain hum, hue kyun tum gairon se?
Kaisa hai gham bolo na tum hothon se?
Na tum ho bewafa, na main bhi hoon
Phir bhi hain hum juda, main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hain mili ye dooriyan?
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan, haan
Tere bin jo din aaya, kaate na wo kat paaya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi, badhi dil ki tanhaayi
Meri aankhen bhar si jaati hain
Kuch tum mujh se khafa, kuch main bhi hoon
Hai kya is ki wajah, main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hain mili ye dooriyan?
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan, haan
Tujhe dil se tha chaaha, tu hi to na mil paaya
Khushi mujh ko chal si jaati hai
Mera tu tha sarmaaya, tujhe paa ke na paaya
Yahi baatein chubh si jaati hain
Tanha teri tarah, haan, main bhi hoon
Dono hain gham-zada, main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hain mili ye dooriyan?
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan
O, meri jaan, haan




Pritam feat. KK - Musical Bond: Pritam & KK
Альбом Musical Bond: Pritam & KK
дата релиза
28-05-2015




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.