Kalam Se Maut - Zindagi текст песни

Текст песни Zindagi - Kalam Se Maut




Kalam Se Maut
Kalam Se Maut
Yeah
Kalam Se Maut (Haan)
Kalam Se Maut
Kalam Se Maut
Kalam Se Maut
Kalam Se Maut
Yeah
Haan kehne ki baate hai kaafi
Dil meh jagha Par dil hai Khali
Haan Kaafi time se Likha ni kuch
Kyuki Dil tha bhaari
Haan Shanti pasand hai kaafi
Band kamre meh Milti aazadi
Abb Hu aazad meh Naam tu jaan le
Kalam se le aunga kranti
Abb koi ni sharam hai yar
Bhech di saari sharam bhazar meh
Hum Laato keh bhoot hai Haar ni mante
Kalam se lena Bada makan hai
Kalam se banana Khud ka naam hai
Kalam ko pasand Ni lambhi car hai
Kalam se bani hai Meri pehchan yeh
Aur
Maut se ladu meh roz
Maut ko chukar Meh zinda hu bro
Tak se vapas aajau
Maut ko pasand hai Khel bhi bro
Meh toh satan bhi bana toh
Aur log bhi dete hai daga kyu
Phir mange woh abb mujhse abb Wafa kyu
Aur aise hi bana meh Kalam se maut
Hai tu mere naam se khafa kyu
Abb koi ni nashe meh dhut
Sirf music keh nashe meh bhay
Vase toh saksham Kaafi hai shy
Par aata jab mic peh Lagta hua mike tice
Karta jab fight Abb
Kare voh right swipe Par
Deta ni fuck Im on a mission
Thats fucking right
Bitch
Haan zindagi, Deti bhi bhut hai
Haan zindagi, Dhikati bhi bhut hai
Haan zindagi, Leti bhi bhut hai
Haan zindagi, Naam ki dhor hai
Haan kehne ki baate kaafi
Dil meh jagha Par dil hai Khali
Haan Kaafi time se Likha ni kuch
Kyuki Dil tha bhaari
Haan Shanti pasand hai kaafi
Band kamre meh Milti aazadi
Abb Hu aazad meh Naam tu jaan le
Kalam se le aunga kranti
Haan saari hai sharam Abb bhech keh
Khelne chala meh Laundo sang beyblade
Haan music ko life dedicated
Tabhi toh music mere liye sacred
Aur lagi ni kala koi sale peh
Chahiye ni paisa iss Kalam ko bhech keh
Life ko karta meh jailbreak
Tod ni meri koi Beta le checkmate
Abb hota meh roz inspire hu
Motivated kaafi Booth meh fire hu
Likhta hu roz hi Lekin
Roz hi phir unn panno ko fad du
Kala peh dhyan du Tabhi toh shant hu
Dil se saaf par Dil se ghayal hu
Pyaar ki gunjaish meh Laawaris Bana bhetha
Abb Kise sifarish karu
Bheta hai lahu yeh khun ka
Fame se zyada respect ka hu bhuka
Kalam ko lagi hai bhuk
Tabhi Gaane banane ka alag hai jazba
Haan Dil peh ghav hai kaafi
Kalam hi hai bani meri abb dava
Kalam se maut hai mera naam
Yeh ladka ni thamta
Haan Zindagi





Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.