Kamal Khan feat. G. Guri - Kangana текст песни

Текст песни Kangana - Kamal Khan , G. Guri



Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main
Apni khushi deke main tujhe
Tere dard se jud jaaun main...
Mila jo tu yahaan mujhe
Dilaaun main yaqeen tujhe
Rahoon hoke tera sadaa
Bas itna chaahta hoon main
Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main
Hoon besahara tere bina main
Tu jo na ho to main bhi nahin
Dekhun tujhe yaara jitni dafaa main
Tujhpe hai aata mujhko yaqeen
Sabse main juda hoke abhi
Teri rooh se jud jaaun main
Mila jo tu yahaan mujhe
Dilaaun main yaqeen tujhe
Rahoon hoke tera sadaa
Bas itna chaahta hoon main
Thodi jagah de de mujhe
Tere paas kahin reh jaaun main
Khamoshiyaan teri sunu
Aur door kahin na jaaun main tere jaane ka gham aur na aane ka gham
Phir zamaane ka gham, kya karein?
Raah dekhe nazar raat bhar jaag kar
Par teri to khabar na mile
Bahut aayi-gayi yaadein,
Magar is baar tum hi aana
Iraade phir se jaane ke nahin laana,
Tum hi aana
Meri dahleez se hokar bahaarein jab guzarati hain
Yahaan kya dhoop, kya saavan, hawayein bhi barasati hain
Hamein puchho, "kya hota hai bina dil ke jiye jaana"
Bahut aayi-gayi yaadein,
Magar iss baar tum hee aana
Koyi to raah vo hogi jo mere ghar ko aati hai
Karo peechha sadaon ka,
Suno kya kehana chahti hain
Tum aaoge mujhe milane,
Khabar ye bhi tum hi laana
Bahut aayi-gayi yaadein,
Magar iss baar tum hi aana
Marjaavaan... Marjaavaan Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu saonp de
Meri jaroorat tu ban gaya
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere bin aab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum
Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha teri kasham
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere saath ho jaayenge kadam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum.
Iss Jagah Aa Gaye Chahtein Ab Meri
Chheen Lunga Tumhe Saari Duniya Se Hi
Tere Ishq Pe Haan Haq Mera Hi To Hai
Keh Diya Hai Ye Maine Mere Rab Se Bhi
Jis Rashte Tu Na Mile
Uspe Na Ho Mere Kadam
Tere Bin Ab Na Lenge Ek Bhi Dum
Tujhe Kitna Chaahne Lage Ham
Tere Sath Ho Jayenge Khatam
Tujhe Kitna Chaahne Lage Hum
Tujhe Kitna Chahne Lage Hum
Oh Ho O, Oh Ho O... Ho Ho
Tujhe Kitna Chaahne Lage Hum Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans
Khud pein pehle na tha itna yakeen
Mujh ko ho paaya
Mushkil si ghadiyan sa huyi
Ab jo tu aaya
Ik baat kahu tujhse
Tu paas hain jo mere
Seene se tere sir ko laga ke
Sunti main rahu naam apna
Seene se tere sir ko laga ke
Sunti main rahu naam apna
Oh likhdi tere naam zindagi jaaniye
Bass rehna tere naal ve sohniye
Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans
Seene se tere sir ko laga ke
Sunta main rahu naam apna
O o naam apna
Naal tere ik ghar main socha
Baari khola te chann dikh jaawe
Akhan ch beetan raatan saariya
Je mann laage te akh na laage
Pyaar hi ohde te pyaar hi khona
Vich koi aave te pyaar hi aave
Duniya de vich asi duniya toh door
Hun naal kare mera har supna
Seene se tere sir ko laga ke
Sunta main rahu naam apna
Naam apna haan naam apna
Naam apna...
Teri ungliyo se aasman pe kheechu ek lambi lakeer
Aadha tera aadha mera iss jahan me hum do ameer
Koi nazar na aaye mainu tu duniya de vakhri ho gayi
Uthha de tainu takda jawa tuhi meri naukri ho gayi
Koi nazar na aaye mainu tu duniya de vakhri ho gayi
Uthha de tainu takda jawa tuhi meri naukri ho gayi
Duriya ko ik pal bhi na gawara ho
Chal howe duniya phir sang awara ho
Seene se tere sir ko laga ke
Sunta main rahu naam apna naam apna
Naam apna
Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans Meri raahein tere tak hai
Tujhpe hi toh mera haq hai
Ishq mera tu beshak hai
Tujhpe hi toh mera haq hai
Saath chhodunga na, tere piche aaunga
Chheen lunga ya, Khuda se maang launga
Tere naal taqdeeran likhwaunga main
Main tera ban jaunga
Main tera ban jaunga
Sonh teri main kasam yahi khaunga
Kite waadeya nu umra nibhaunga
Tujhe har vaari apna banaunga
Main tera ban jaunga
Main tera ban jaunga
Na na na. na na na...
Na na na. o yeh...
Lakhaan ton juda main hui tere khaatir
Tu hi manzil dil tera musaafir
Lakhaan ton juda main hoya teri khaatir
Tu hi manzil main tera musaafir
Rab nu bhula baitha tere karke
Main ho gaya kaafir
Tere liye main jahaan se takraunga
Sab kuch khoke tujhko hi paunga
Dil ban ke main dil dhadkaunga
Main tera ban jaaunga
Main tera ban jaaunga
Sonh teri main kasam yahi khaunga
Kite waadeya nu umra nibhaunga
Tujhe har vaari apna banaunga
Main tera ban jaunga
Main tera ban jaunga
Meri raahein tere tak hai
Tujhpe hi toh mera haq hai
Ishq mera tu beshak hai
Tujhpe hi toh mera haq hai Juda hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana...
Juda hum ho gaye maana
Magar yeh jaan lo jaana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tumhe main bhool jaaunga
Yeh baatein dil mein na lana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Tha kaun mera, ek tu hi tha
Saanson se zyada jo zaroori tha
Tere liye main kuch nahi lekin
Mere liye tu mera sab kuch tha
Nahi jaana bhula kar ke
Yeh baatein tum hi kehte the
Rahi khushiyaan nahi meri
Ke tum bhi waqt jaise the
Tumhara tha rahega bhi
Karein kya dil hai deewana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana
Maine tumhari baat mani hai
Maine manaya dil ko hai kaise
Ab se raho tum khush jahan bhi ho
Mera tumhara tha bhi kya waise
Bhale doori rahe jitni
Nigahon se nigahon ki
Magar khwabon ki duniya mein
Milunga tumse rozana
Yahin tak tha safar apna
Tumhe hai laut kar jaana
Kabhi main yaad aaun toh
Chale aana, chale aana Mangaan ae hi duavaan main
Channa tu mainu mill jaa
Tenu na bol pawaan main
Tu aape hi samajh ja
Saamne baith ja takda jaaun
Akhiyon mein teri gum ho jaaun
Mujhe dhoondhe na phir koi.
Mangaan ae hi duavan main
Channa tu mainu mil ja
Tenu na bol pawaan main
Tu aape hi samajh ja...
Tu jo mere saath chale na
Manzil meri sab kho jaaye
O... mmm...
Ik pal tu jo nazar na aaye
Dil mera haaye ghabraaye
Jeena nahi bin tere sun tu
Mera toh haasil bas tu hi tu
Bin tere na mera koi.
Mangaan ae hi duavaan main
Channa tu mainu mil ja
Tenu na bol pawaan main
Tu aape hi samajh ja...
Tu guzre jin raahon se maahi
Apne do naino ko bichaaun
Dekh na loon main jab tak tujhko
Laut ke apne dar na jaaun
Shaamil hoja mujhme yun tu
Aks jo dekhun mujhme dikhe tu
Main Ranjha Heer tu meri huyi
Mangan ae hi duavan main
Channa tu mainu mil ja
Tenu na bol pawaan main
Tu aape hi samajh ja Ho mujhe chhod kar jo tum jaaoge
Jo tum jaaoge, Jo tum jaaoge
Ho mujhe chhod kar jo tum jaaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge
Sunniya sunniya galliyan de vich rol na deyin
Boohe kisi hor layi tu khol na deyi
Sunniya sunniya galliyan de vich rol na deyin
Boohe kisi hor layi tu khol na deyi
Ho shayar Jaani je rulaaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge
Tere bina zindagi guzarenge kivein
Jaan jaan kihnu pukarenge kivein
Tere bina zindagi guzarenge kivein
Jaan jaan kihnu pukarenge kivein
Karoge je karoge je daga karoge
Sadde waali maut tussi vi te maroge
O Allah vekhda, zulm kamaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge
Ho mujhe chhod kar jo tum jaaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge
Mujhse jo nazrein churane lage ho
Lagta hai koi aur gali jaane lage ho
Khwab jo dekhe hum dono ne milke
Dheere dheere kyun dafnaane lage ho
Kar na tu hor barbaad chhad de
Rohndeya da lena swaad chhad de
Je saanu pyaar layi ehna tarsaaoge
Bada Pachtaoge, Bada Pachtaoge
Ho mujhe chhod kar jo tum jaaoge
Bada pachtaoge, bada pachtaoge Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya
Chalun main jahaan jaaye tu
Daayein main tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein tu
Saathiya...
Hansu main jab gaaye tu
Roun main murjhaaye tu
Bheegun main barsaaye tu
Saathiya...
Saaya mera hai teri shakal
Haal hai aisa kuch aajkal
Subah main hoon tu dhoop hai
Main aaina hoon tu roop hai
Yeh tera saath khoob hai
Humsafar...
Tu ishq ke saare rang de gaya
Phir kheench ke apne sang le gaya
Kahin pe kho jaaye jo
Jahaan ruk jaaye pal
Kabhi naa phir aaye kal
Saathiya...
Ek maange agar sau khwaab doon
Tu rahe khush, main aabad hoon
Tu sabse juda juda sa hai
Tu apni tarah tarah sa hai
Mujhe lagta nahi hai tu doosra
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya
Chalun main jahaan jaaye tu
Daayein main tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein tu
Saathiya...
Hansu main jab gaaye tu
Roun main murjhaaye tu
Bheegun main barsaaye tu Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi
Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi
Toh khuda se maang lun
Mohalat main ik nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Teri muskurahatein hain taaqat meri
Mujhko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
Inme hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagani badi khoobsurat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin
Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai
Woooo...
Teri dhadkano se hai zindagi meri
Khwahishein teri ab duaaein meri
Kitna anokha bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lotunga yahaan tere paas main haan
Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai
Hmmm. humdard hai
Hmmm. humdard hai
Hmmm. humdard hai
Hmmm. humdard hai Chal diya
Dil tere peeche peeche
Dekhta main rah gaya
Kuch toh hai tere mere darmiyan
Jo ankaha sa reh gaya
Main jo kabhi keh na saka
Aaj kehta hoon pehli dafa
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara
Sarphira sa main musafir
Paaon kahin thehre na mere
Phir meri awaargi ko
Aane lage khaab tere
Yeh pyaar bhi kya qaid hai
Koi hona na chaahe riha
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
O. yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara
Tere bin ye saare mausam
Berang thhe bemaza thhe
Shaamil nahi thi tu jinme
Wo saare pal bewajah thhe
Woh zindagi hai hi nahi
Jo main tere bina jee liya
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
O. yeh ishq ki hain saazishein
Lo aa mile hum dobara
Dil mein ho tum
Aankhon mein tum
Pehli nazar se hi yaara
Pehli nazar se hi yaara Jitni dafa dekhun tumhein
Dhadke zoron se
Aisa to kabhi hota nahi
Milke ghairon se x (2)
Door jaana nahi tumko hai kasam
Khud se zyada tumhein chahte hain sanam
Door jaana nahi mujhseaesanam
Khud se zyada tumhein chahte hain sanam
Di mein jo bhi hai tera hi to hai
Chahe jo maang lo roka kisne hai
Katal agar karna ho, karna dheere se
Uff bhi nahi niklegi mere hothon se
Door jaana nahi tumko hai kasam
Khud se zyada tumhein chahte hain sanam
Door jaana nahi mujhse ae sanam
Khud se zyada tumhein chahte hain sanam Yeh lamha jo tehra hai
Mera hai yeh tera hai
Yeh lamha main jee loon zara
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan aa phir kabhi
Kyun bewajah gungunaye
Kyun bewajah muskuraaye
Palke chamakne lagi hai
Ab khwab kaise chupaye
Behki si baatein karle
Hans hans ke aankhen bhar le
Yeh behoshiyaan phir kahaan
Tujh mein khoya rahun main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Aa haan phir kabhi
Dil pe taras aa rahan hain
Pagal kahi ho na jaayein
Woh bhi main sun ne laga hoon
Jo tum kabhi kehna paaye
Lyrics at lyricsted.com
Ye subha phir aayegi
Ye shaamein phir aayengi
Ye nazdeekiyan phir kahaan
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan aa phir kabhi Oh Ranjhanaa ve teri saanson pe
Thoda sa watan ka bhi haq tha
Na dekh mujhe yun mud mud ke
Tera mera saath yahin tak tha
Ye teri zameen tere khoon se hi
Toh sajti sanwarti hai Ranjhe
Tere ishq ki main haqdaar nahi
Teri Heer toh dharti hai Ranjhe
Haaye...
Teri mitti mein mill jaawan
Gul banke main khill jaawan
Itni si hai dil ki aarzoo
Teri nadiyon mein beh jaawan
Teri kheton mein leharawaan
Itni si hai dil ki aarzoo
Mmm mm...
Aye meri zameen afsos nahi
Jo tere liye sau dard sahe
Mehfooz rahe teri aan sada
Chaahe jaan meri yeh rahe na rahe
Aye meri zameen mehboob meri
Meri nass nass mein tera ishq bahe
Pheeka na pade kabhi rang tera
Jismon se nikal ke khoon kahe
Haaye...
Teri mitti mein...
Gul banke main...
Itni si hai dil ki aarzoo
Haaye...
Teri nadiyon mein beh jawaan
Teri phaslon mein lehrawaan
Itni si hai dil ki aarzoo Iss qadar tu mujhe pyaar kar
Jise kabhi na main sakoon phir bhula
Zindagi layi humein yahan
Koi iraada toh raha hoga bhala
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri bahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
Bade hi khaas hai yeh
Tu meri bahon mein duniya bhula de
Raahon mein mere sath chal tu
Thaame mera hath chal tu
Waqt jitna bhi ho haasil
Sara mere naam kar tu
Ke armaan hai yeh
Guzaarish jaan hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Lamz jismo pe aise sajaaye
Baarishon se bhi wo dhul na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Ho naksh lamhon pe aise banaye
Muddaton se bhi woh mit na paaye
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Tujhse toh hoon main yoon bahot mutassir
Par kya karu main hoon ek musafir
Kaisi khushi hai jisme nami hai
Jaane tu yeh ya jaane na oh.
Jo jazbaat hai yeh
(Jo jazbaat hai yeh)
Bade hi pak hai yeh
(Bade hi pak hai yeh)
Tu meri bahon mein duniya bhula de
Jo ab lamhaat hai yeh
(Jo ab lamhaat hai yeh)
Bade hi khaas hai yeh
(Bade hi khaas hai yeh)
Tu meri bahon mein duniya bhula de
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de oh.
Tu meri baahon mein duniya bhula de
Bhula de, bhula de, bhula de
Ki darkhaast hai yeh
Jo aayi raat hai yeh
Tu meri baahon mein duniya bhula de Tere dil
Mein meri dhadkanein thi tujhko na aayi nazar
Mera ishq tujhmein saans le raha tha tujhko hui na khabar
Tere alava jaan gaye sab tujhpe main kinna mardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke main tenu pyar kardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke tera intezar kardi aan
Tere alava jaan gaye sab tujhpe main kinna mardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke main tenu pyar kardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke tera intezar kardi aan
Tere baad tujhko hum dhoondte hain
Rahoon se tera pata puchhte hain
Milte hain jo pyar mein aansu
Rab jane kyun nahi sukhte hain
Dooriyan yeh teri chhune lagi toh
Jeene se main tan dardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke main tenu pyar kardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke tera intezar kardi aan
Tere alava jaan gaye sab tujhpe main kinna mardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke main tenu pyar kardi aan
Tujhe kaise pata na chala ke tera
Intezar kardi aan Baatein zaroori hai,
Tera milna bhi zaroori,
Maine mita deni,
Ye jo teri meri doori.
Hmm.
Baatein zaroori hai,
Tera milna bhi zaroori,
Maine mita deni,
Ye jo teri meri doori.
Jhhothi hai wo raahein saari duniya ki,
Ishq jahaan na chale,
Tera hoona mera hona kya hona,
Agar na dono mile.
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera.
Ha... haaaa... haaann.
Wo sehar bade honge boriyat bhare,
Rehta nahi jinme tu sang mere,
Khabar tujhe bhi hai ye.
Raunake sabhi hoti,
Tere hoone se,
Tere bina tanha koi kya kare.
Aise sabhi sehron pe mujhko,
Tarash hai aata bada,
Tere liye main na jahaan khada.
Miloon ka ho saalon ka ho,
Chahhe wo,
Safar ki parwaah nahi,
Tu hai jaha main bhi waha hona hai,
Pahuch hai jaana wahi.
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera,
Tu pehla pehla pyaar hai mera.
Jeete jee to jeetega na,
Fasla hai pata,
Shashein chale teri taraf,
Jaise chale rashta,
Mera hai tu,
Tu hai khalish,ya hai khushi,
Ya khata,
Tere shiva mera jahaan se na koi vaastaa




Kamal Khan feat. G. Guri - Kangana
Альбом Kangana
дата релиза
17-12-2019



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.