Karun feat. Vrinda - Jaane Do текст песни

Текст песни Jaane Do - Karun feat. Vrinda



Jaane do baatein
Jaane do raatein
Kal ke ye vaade
Toote iraade
Unkahi si baatein
Unkahi mula kaatein
Jaane do
Jaane do baatein
Jaane do raatein
Kal ke ye vaade
Toote iraade
Unkahi si baatein
Unkahi mula kaatein
Jaane do
Jaane diya tha na
Aane diya na hai
Tu zara gaur kar
Tune ye kiya kya hai
Tere iss chehre par ye
Aansu main dekhu na
Aur jaana tune usse
Dil apna dia hua hai
Tere inn lafzo ka main
Aashiq sa hone laga
Gum sum sa hasta rehta hai
Baaton mein khone laga
Teri tasveeron ko main
Dil se sanjone laga
Bhram mera aisa toda
Raaton ko rone laga
Unkahi si baatein
Unkahi mula kaatein
Jaane do baatein
Jaane do raatein
Kal ke ye vaade
Toote iraade
Jaane do baatein
Jaane do raatein
Kal ke ye vaade
Toote iraade
Unkahi si baatein
Unkahi mula kaatein
Jaane do



Авторы: Karun Kohli


Karun feat. Vrinda - Granth
Альбом Granth
дата релиза
07-12-2020



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.