Текст песни Taare - King ND
Taare
Ginn
rahe
ginn
rahe
Taare
Taare
Aaj
din
hai
khaas
mubarak
tujko
naya
savera
Lo
lambi
saas
bhujao
moumbatiya
din
hai
tumhara
Main
bhaita
door
bandha
vaado
se
na
koi
chaara
Kya
karu?
hoon
majboor,
khud
ko
roka,
khud
ko
sambhala
Bolti
thi,
mere
liye
kabi
kuch
likhta
kyu
nahi?
Dekh
meri
kismat
ab
jab
likha
mere
sang
tu
nahi
Pehle
dabang
tha
ab
dang
hoon,
zindigi
dikhe
berang
kyu?
Soch
main
bhaita
tang
yuh,
aata
na
mujko
koi
sukoon
Badli
ab
sab
fizaae,
naakaam
rahi
sab
duaein
Choor-choor
ab
sab
tabha
yeh,
doob
raha
main,
koi
bachae
Tere
waade
umeed
dege,
aazmaye
thay
sab
tareekay
Kya
shabd
mere
padgaye
feekay?
Iraade
thay
pakke
hum
khush
jeetay
haan
Main
sochu
uss
duniya
ke
baare
Hum
bhaite
samundar
ke
kinare
Chaandini
raat
tu
mere
pass
Haatho
mein
haath
aur
hum
gin
rahe
taare
Main
sochu
uss
duniya
ke
baare
Hum
bhaite
samundar
ke
kinare
Chaandini
raat
tu
mere
pass
Haatho
mein
haath
aur
hum
gin
rahe
taare
Tujko
shubkaamnaye,
mere
shabd
mere
kaam
na
aaye
Dher
si
karu
koshish
par
har
waqt
muje
araam
na
aaye
Soch
main
dooba
hoon,
jo
hua
tha
woh
hua
kyu?
Muje
ho
raha
na
wishwaas,
unn
lamho
mein
khoya
hoon
Aye
khyaal
har
ek
roop
mein,
dard
ko
lagu
main
dhoondne
Pakdu
kalam
aur
dubou
khoon
mein,
jo
nikla
hai
khud
ko
karoch
ke
Likhu
geet,
gaav
saare
khol
ke,
gaur
karo
mere
har
ek
bol
pe
Har
ek
bol
kahe
khaaniya,
jab
nikale
honto
se
Jo
bolte
woh
mere
woh
mere
kyu
na
hootay?
Na
milte
jawaab
kyu
chale
jaate
hai
chord
ke?
Jo
siltay
thay
ghaav
aaj
mere
pyaar
ko
taulte
Lagate
hissab
kya
faida
mera
ab
bol
ke?
Main
sochu
uss
duniya
ke
baare
Hum
bhaite
samundar
ke
kinare
Chaandini
raat
tu
mere
pass
Haatho
mein
haath
aur
hum
gin
rahe
taare
Main
sochu
uss
duniya
ke
baare
Hum
bhaite
samundar
ke
kinare
Chaandini
raat
tu
mere
pass
Haatho
mein
haath
aur
hum
gin
rahe
taare
Kitnay
thay
hum
haste,
lagta
tha
zindigi
buss
mein
Gale
lagte
thay
hum
kass
ke,
nibhaani
thi
saari
kasme
Lag
gayi
nazar,
aayi
buri
khabar
aur
badal
gaye
apne
raste
Dhondu
tuje
main
chaaro
taraf,
tu
mile
na,
raha
ab
bus
main
Karlena
woh
yaad
pal,
jo
betaye
thay,
who
saare
kal
Banaya
tha
tuje
apna
ghar,
tere
haath
mere
chere
par
Ab
akelapan
na
chorde
dar,
kamzoor
padu,
aayi
ahhay
bhar
Sab
khodiya
ab
lage
dar,
jal
gaye
mere
saare
par
Bata,
kya
tuje
yaad?
gusse
waali
shakal
lagti
mazaak
Kaise
dusro
ke
saamnay
chup
ke
aankho
se
ek
duje
se
karte
baat
Har
ek
din,
har
ek
raat,
bol
kya
kabi
maine
chorda
tera
saath?
Kya
hua
aaj?
pata
muje
raaz!
tera
ateet
vapis
tere
pass
Main
udaas,
zinda
laash,
kabi
na
ban
paya
main
khaas
Varna
hoti
tu
mere
pass,
kyu
lage
tu
humare
khilaaf?
Rab,
kaisa
yeh
tera
insaaf?
Lagta
kuch
nahi
meri
aukaad
Dil
se
utaar
meri
har
yaad
Karle
apnay
jeevan
se
saaf
Par
rooh
ke
hisse
jo
tere
saath
reh
gaye
Sambhaal
ke
rakh
woh
taufe
jo
beje
thay
Na
koi
jo
unhe
khareed
payega
paiso
se
Pyaara
sa
matlab
hai
lipta
har
ek
mein
Kya
kahu
meri
duniya
ke
baare?
Bhaita
door
zinda
dard
ke
sahare
Chandini
raat
par
tu
nahi
pass
Khaali
mere
haath
aur
toote
sab
taare
Kya
kahu
meri
duniya
ke
baare?
Bhaita
door
zinda
dard
ke
sahare
Chandini
raat
par
tu
nahi
pass
Khaali
mere
haath
aur
toote
sab
taare
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.