Maanu feat. Hasan Raheem & Talal Qureshi - pyaar hai asli текст песни

Текст песни pyaar hai asli - Talal Qureshi , Maanu , Hasan Raheem



I've been riding in town
Dekhnay ke kitni hain yahan aatish bhari
I've been running from my fears now
Dekhnay ke dar ke aagay kya hoti hai jeet?
I've been thinking that its great how
Na maloom hun mein ke kyun dil mein ye khushi hai
Cause this feeling
Man it's overwhelming me and now I'm struggling to see
So hold me close ab se roz
Tujh se hi jurhi meri zindagi hai
Man this feeling
Tu hai manzil teray bin kahaani hai adhoori
Aur jo bhi shikwa hain dil mei
Wo mujh ko tu bata de
Khayalon mein teray haathon mei
Mera haath hai
I don't think that there's a doubt
Ke ye pyaar hai asli
Pyaar hai asli
Pyaar hai asli
Khuwahishein meri saari
Nafas meray hain daba ri
Teri jhalak daikhay bin
Chhah jaati ye beqaraari
Teri surat nay jo in lafzon ko
Wazan diya hai
Nazaakat agai hai
Aur dil bhi khush kardia hai
Dil ki meri lakeerain
Tumhe jo dikh chuki hain
Nazar laga na daina
Nafrat saari mit chuki hai
Kaisay samjhaun sab ko
Chahta main kitna tujko
Just hold my hand keep me close
I'll take you wherever I go
I know that I've been so out of reach
Karoon mein kya oh humnasheen
Tujh se hi jurhi hai kismet meri
Tu ho paas tou bus hussta hai dil
Like nothing can stop me from this
Ab kuch nahi hai rok sakta mujh ko kyu ke hum saath hain
Zindagi ke har mor pe tou lay gayi sahi
Sahi
So hold me close ab se roz
Tujh se hi jurhi meri zindagi hai
Man this feeling
Tu hai manzil teray bin kahaani hai adhoori
Aur jo bhi shikwa hain dil mei
Wo mujh ko tu bata de
Khayalon mein teray haathon mei
Mera haath hai
I dont think that theres a doubt
Ke ye pyaar hai asli
Pyaar hai asli
Pyaar hai asli
Meri soch teri khoj
Main gumshuda hai
Zamana poochay mera
Apna pata hi kahan hai
Meri soch teri khoj
Main gumshuda hai
Zamana poochay mera
Apna pata hi kahan hai
Lajawaab teray husn ki kadar karun main
Is daur e baykadri main teri hi fikar karun main
Ye laazim nai mujpe ye mera asli pyaar hai
Teri har mehfil main mera ab sey shummar hai
Hold me close
Ab say roz
Aazma kay daikh lay
Tu nai bojh
Hold me close
Ab say roz
Aazma kay daikh lay
Tu nai bojh



Авторы: Hasan Raheem, Rehman Afshar, Talal Qureshi


Maanu feat. Hasan Raheem & Talal Qureshi - sakuna matata
Альбом sakuna matata
дата релиза
05-05-2022



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.