Mehdi Hassan - Jal Bhi Chuke Parwane текст песни

Текст песни Jal Bhi Chuke Parwane - Mehdi Hassan




Jal Bhi Chuke Parwane Ho Bhi Chuki Ruswayi,
Ab Khaak Udane Ko Baithein Hai TaMashayi,
Taaron Ki Ziya Dil Mein Ek Aag Lagati Hai,
AaraM Se Raaton Ko Sote Hai Saudayi,
Raaton Ki Udaasi Mein KhaMosh Hai Dil Mera,
Behis Hai TaMManayein Neend Aayi Ke Maut Aayi,
Ab Dilko Kisi Karwat Se AaraM Nahi Milta,
Ek UMar Ka Rona Hai Do Dinki Shanasayi,
Ek ShaaM Wo Aaye The Ek Raat Firozaan Thi,
Wo ShaaM Nahi Lauti Wo Raat Nahi Aayi...



Авторы: Mehdi Hassan, Shehzad Ahmed Shehzad



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.