Mohammed Rafi - Main Wohi Wohi Baat текст песни

Текст песни Main Wohi Wohi Baat - Mohammed Rafi




Main wohi, wohi baath, main wohi, wohi baath
Mere liye to har din, naya din, har raat, naee raat
Main wohi, wohi baath, main wohi...
Achchhee ya karaab, pee lee jesee milee sharaab, pee lee
Saaqi naya hai jam puraanaa
Saaqi naya hai jam puraanaa
Rang naya hai naam puraanaa, naam purana
Subah ho ya shaam muje masti se kaam
Kyunki har din, naya din, har raat, naee raat
Main wohi, wohi baath, main wohi...
Apana hee lahoo pee raha hoon, marne ke liye jee raha hoon
Dil apana hai, gam apanae hain
Dil apana hai, gam apanae hain
Duniyaa paraai hum apanae hain, hum apanae hain
Muje aaye naa qaraar, main rahoon beqaraar
Kyunki har din, naya din, har raat, naee raat
Main wohi...




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}