Munni Begum - Meri Daastan-E-Hasrat текст песни

Текст песни Meri Daastan-E-Hasrat - Munni Begum



Meri daastan-e-hasrat
Vo suna suna ke roye.
Meri daastan-e-hasrat
Vo suna suna ke roye.
Mujhe aazmaane vale
Mujhe aazmaa ke rooye (2)
Meri daastan-e-hasrat
Teri taz-adaaiyo par
Teri bewafai par. (2)
Kabhi sar jhuka ke rooye
Kabhi muh chupa ke rooye. (2)
Meri daastan-e-hasrat
Jo sunaye anjumann me
Shab-ae-gum ki aap beeti. (2)
Kayi roo ke muskuraye
Kayi muskurake rooye. (2)
Meri daastan-e-hasrat
Koi aesa aehle-dil hoo
Jo fasa nahi mohabbat (2)
Mein use suna ke roou
Vo mujhe suna ke roou. (2)
Meri daastan-e-hasrat
Mein hun bewatan musafir
Mera naam bebasi hai,. (2)
Mera kon hai jahaan me
Jo gale laga ke rooye.(2)
Meri daastan-e-hasrat
Vo suna suna ke roye.
Meri daastan-e-hasrat
Vo suna suna ke roye.



Авторы: Munni Begum


Munni Begum - Munni Begum Khoobsurat Ghazlein Vol 1
Альбом Munni Begum Khoobsurat Ghazlein Vol 1
дата релиза
01-04-1994




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.