Noor Jehan - Hamari Sanson Mein текст песни

Текст песни Hamari Sanson Mein - Noor Jehan




Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Labo pa nagme machal rahe hain
Labo pa nagme machal rahe hain
Nazar se mastee chalak rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Wo meree nazadik ate ate
Haya se ik din simat gaye the
Wo meree nazadik ate ate
Haya se ik din simat gaye the
Meree khayalon main aaj tak wo
Badan kii dali lachak rahi hai
Meree khayalon main aaj tak wo
Badan kii dali lachak rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Sada jo dil se nakul rahi hai
Wo shore va nagmon main dhal rahi hai
Sada jo dil se nakul rahi hai
Wo shore va nagmon main dhal rahi hai
Ki dil ke aangan main jese koi
Gazal kii jhaanjhar chank rahi hai
Ki dil ke aangan main jese koi
Gazal kii jhaanjhar chank rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Tadap meree be qaraar dil kii
Kabhi to in pa asar karee gi
Tadap meree be qaraar dil kii
Kabhi to in pa asar karee gi
Kabhi to wo bhi jalen ge is main
Jo aag dil main dahak rahi hai
Kabhi to wo bhi jalen ge is main
Jo aag dil main dahak rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai
Labo pa nagme machal rahe hain
Nazar se mastee chalak rahi hai
Hamari saanson main aaj tak wo
Hina kii khushboo mahak rahi hai




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.