Runa Laila - Aja Piya Bahon Mein текст песни

Текст песни Aja Piya Bahon Mein - Runa Laila



Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Tu hi tu pyaar mera
Tu hi tu yaar mera
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Meri jawaani re deewani
Aaja re hongi meherbaani
Meri jawaani re deewani
Aaja re hongi meherbaani
Dil deewana tujhe bulaye
Raat akeli saiyaan haay
Ho gayi main to bekaraar
Ho gayi main to bekaraar
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Tu hi tu pyaar mera
Tu hi tu yaar mera
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Koi saheli jab gaaye
Yaad teri mujhe sataye
Koi saheli jab gaaye
Yaad teri mujhe sataye
Raat saawali khile hain taare
Inn taaron mein nain hamare
Dhundh rahe hain tera pyaar
Dhundh rahe hain tera pyaar
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein
Tu hi tu pyaar mera
Tu hi tu yaar mera
Aaja piya bahon mein
Nain bichha doon raahon mein



Авторы: o.p. nayyar


Runa Laila - The Loves of Runa Laila
Альбом The Loves of Runa Laila
дата релиза
24-07-2007




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.