Текст песни




Kya yeh baarish hai
Ya aansu aankhon ke
Kya yeh pyaar hai
Ya dhoka khwaabon ke
Kyun atak gaya hai dil mera tujhpe
Kya hai dawa jo bachaye mujhe iss rog se
Darr lagta hai
Darr hai mujhe sach se
Kya main kaabil hoon
Kaabil tumhari
Mann khinch ke le jaye teri aur
Lekin tumhare saamne hai dil kamzor
Main kho gaya beech mein
Na barsakoon woh rah pe
Jo leke chale mujhe
Tumhare paas
Hain ankahi jo baatein
Ja rahi hain hawaayein
Jahaan khatam taarifon ke alwaaz
Main kho gaya beech mein
Na barsakoon woh rah pe
Jo leke chale mujhe
Tumhare paas
Hain ankahi jo baatein
Ja rahi hain hawaayein
Jahaan khatam taarifon ke alwaaz



Авторы: Soebkhan Firozkhan Pathan, Soham H Naik



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
Загрузка
Загрузка