fanindra Bhardwaj - gair текст песни

Текст песни gair - fanindra Bhardwaj




Han Utar chuka hun
Teri nazar se main
Tabahi nazar nahin hun
Teri nazar mein main
Kabhi saanson mein teri
Mehfooz tha main
Abhi kyun lagta hun
Tujhe zahar bhi main
Kabhi kahti thi ki tum mere ho
Fir muh kyun mujhse fere ho
Abhi kahti hai kyun tum door raho
Kyun raahon ko yun tum ghere ho
Aisi. Bhi kya nafart mujhse
Jo yun mujhse tu door hui
Tu hi de batla mujhko
Kis baat pe tu mabjoor hui
Kis baat pe tu mabjoor hui
Chal na sharma itna batla
Hai kaun vo sahjaada tera
Tu jiske Sapno ki hoor hui
Han jiske Sapno ki hoor hui
Hai kaun vo sahjaada tera
Tu jiske pyaar mein choor hui
Han jiske Sapno ki hoor hui
Hoke khwab tu yun gairon ka
Kyun Mujhse hi door hui
Tod ke tu pyar beshumar mashoor hui
Maine mana tujhe mera
Par tu kitno ki hoor hui
Tu kya jaane meri jaan
Kaise khwahishen ye choor hui
Han khwahishen ye choor hui
Jabse saajishein dastoor hui
Ye ashiqui majboor hui
Tu kya jaane meri jaan
Kaise khwahishen ye choor hui
Aur ye nindein chaknachoor hui
Maine pana jise chaha
Vo na mujhko mila
Na jane kis khata
Ka mujhko mila ye sila
Khuda bhi hai khafa
Karun kisse main gila
Pana Jise chaha
Mujhe vo hi na mila
Jise pana maine chaha
Vo hi na mila



Авторы: Fanindra Bhardwaj


fanindra Bhardwaj - gair
Альбом gair
дата релиза
25-03-2024

1 gair




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.