Mitali Singh - Meri Sab Koshishen paroles de chanson

paroles de chanson Meri Sab Koshishen - Mitali Singh

Tanha na koi ho ye dua hai meri.
Ruswa na koi ho ye dua hai meri.
Jaisa mujhe deewana kiya ulfat ne.
Aisa na koi ho ye dua hai meri.
Meri sab koshishen... nakaam thin usko manane ki...
Meri sab koshishen nakaam thin usko manane ki...
Kahan seekhi. (3) hai zalim ne ada ye rooth jaane ki.
Meri sab koshishen nakaam thin usko manane ki.
Kahan seekhi hai zalim ne ada ye rooth jaane ki...
Meri sab koshishein...
Hazaron minnaton per bhi khafa rehta hai wo mujhse
Wo yun chup hai qasam khai ho jaise muskrane ki
Main uska hogaya lekin Wo mera ho nahin sakta
Khuda jane hawa kaise lagi uss ko zamane ki
Ye roz o shab ki tanhai mujhe to maar daale gi
Kahan fursat hai harjai ko mere paas aane ki

Hazaron minnaton par bhi khafa rehta hai wo mujhse...(3)
Wo yun chup hain...(3) qasam khai ho jaise muskrane ki.
Wo yun chup hain qasam khai ho jaise muskurane ki.
Main uska hogaya lekin Wo mera ho nahin sakta.(3)
Khuda jane ...(3) hawa kaise lagi uss ko zamane ki.
Khuda jane hawa kaise lagi uss ko zamane ki.
Meri sab koshishein...
Aa aa aaaaa aaaa ho oooo oooo
Ye roz o shab ki tanhai mujhe to maar daale gi.(3)
Kahan fursat.(3) hai harjai ko mere paas aane ki.
Kahan fursat hai harjai ko mere pas aane ki.
Meri sab koshishein nakaam thin usko manane ki...
Kahan sikhi hai zaalim ne ada ye ruth jane ki...
Meri sab koshishein nakaam thin usko manane ki...

Writer(s): YASMIN JAIPURI, BHUPENDER SINGH

Mitali Singh - Best Of Bhupinder Mitalee Sharmate
Album Best Of Bhupinder Mitalee Sharmate
date de sortie
01-12-1981

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.