Songtexte




Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raatein yaha
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raatein yahan
Chal
Mere saath musafir ban
Bachpan
Jaise jee le har ek pal
Chal
Mere saath musafir ban
Bachpan
Jaise jee le har ek pal
Na kiye the waadein
Khwaabon ke aage
Aankhon me thi bas
Woh saari yaadein
Haan, Woh gaye kahan
Na kiye the waadein
Khwaabon ke aage
Yaadon me thi bas
Woh saari baatein
Haan, Woh gaye kahan
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raatein yahan
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raatein yahan
In Daldalon se
In hulchalon se
Nikal pade hai
Anjani ye raahe kahan
In vaaadiyon mein
In ravaaniyon mein
Hum chal pade hai
Na jane na jane kahan
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raat yahan
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raat yahan
Koi nahi hai tera yahan
Jo maine kabhi socha nahi
Haan wahi hua
Chal pada mein jo sadak mila
Maine kaati hai raat yahan
In Daldalon se
In hulchalon se
Nikal pade hai
Anjani ye raahe kahan
In vaaadiyon mein
In ravaaniyon mein
Hum chal pade hai
Na jane na jane kahan



Autor(en): Amit Sadanand Suvarna



Attention! Feel free to leave feedback.
Wird geladen
Wird geladen