Lata Mangeshkar feat. Kishore Kumar & Laxmikant–Pyarelal - Ab Chahe Maa Roothe Ya Baba Songtexte

Songtexte Ab Chahe Maa Roothe Ya Baba - Lata Mangeshkar , Kishore Kumar , Laxmikant - Pyarelal




Ab chahe maa roothe ya baba, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe maa roothe ya baba, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe sar foote ya maatha, maine teri baah pakad li
Ab chahe sar foote ya maatha, maine teri baah pakad li
Ho, maine tujh pe neeyat dhar li (Maine hans kar haami bhar li)
Yaari chhoote na (toote na) "haan" kar li toh kar li
Ab chahe maa roothe ya baba, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe sar foote ya maatha, maine teri baah pakad li
Tu hai muddat se dil mein samaayi (Kab kaha maine main hoon paraayi?)
Tu hai muddat se dil mein samaayi (Kab kaha maine main hoon paraayi?)
Jab tujhe maine dekha tu bhaai (Main usi waqt kadmon mein aayi)
Baraf ke farsh par (Pyaar ke arsh par)
Oh, chaandni ke tale (Jab mile the gale)
Jism laharaaye the, honth tharraaye the
Tab yeh li thi qasam, ab na bichhdenge hum
Ab chahe kaante milein ya kaliyan, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe kaante milein ya kaliyan, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe lag jaayein hathkadriyan, maine teri baah pakad li
Ab chahe lag jaayein hathkadriyan, maine teri baah pakad li
Maine tujh pe neeyat dhar li (Maine hans kar haami bhar li)
Oh, yaari chhoote na (toote na) "haan" kar li toh kar li
Ab chahe maa roothe ya baba, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe sar foote ya maatha, maine teri baah pakad li
Laakh pehre zamaana bithaaye (Laakh deewarein duniya uthaaye)
Laakh pehre zamaana bithaaye (Laakh deewarein duniya uthaaye)
Ab qadam peeche hatne na paayein (Pyaar par koi tohamat na aaye)
Chahe dharti kate (Oh, chahe ambar phate)
Bol toote na ab (Oh, saath chhoote na ab)
Jaan jaaye toh kya, maut aaye toh kya
Pyaar zinda rahe, yaar zinda rahe
Ab chahe ghar chhoote ya sakhiyan, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe ghar chhoote ya sakhiyan, yaara, maine toh "haan" kar li (Waai waai)
Ab chahe Rab roothe ya duniya, maine teri baah pakad li
Ab chahe Rab roothe ya duniya, maine teri baah pakad li
Maine tujh pe neeyat dhar li (Maine hans kar haami bhar li)
Oh, yaari chhoote na (toote na) "haan" kar li toh kar li
Ab chahe kaante milein ya kaliyan (Ab chahe lag jaayein hathkadriyan)
Ab chahe ghar chhoote ya sakhiyan (Ab chahe Rab roothe ya duniya)
Ab chahe maa roothe ya baba, yaara, maine toh "haan" kar li
Ab chahe sar foote ya maatha, maine teri baah pakad li



Autor(en): Laxmikant Pyarelal, Ludiavani Sahir


Lata Mangeshkar feat. Kishore Kumar & Laxmikant–Pyarelal - Classic Revival Yeh Sham Mastani
Album Classic Revival Yeh Sham Mastani
Veröffentlichungsdatum
30-11-2000

1 Je Hum Tum Chori Se (Revival)
2 Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche
3 Koi Ladki Mujhe Kal Raat - Revival
4 Ab Ke Sawan Mein Jee Dare - Revival
5 Chala Jata Hoon
6 Nazar Na Lag Jaye
7 Mast Baharon Ka Main Aashiq
8 Hum To Tere Aashiq Hain
9 Raaton Ko Chori Chori - Revival
10 Rut Beqarar Hai Revival
11 Ae Mere Dil-E-Nadan
12 Aaj Dil Pe Koi
13 Humsafar Mere Humsafar - Revival
14 Yeh Dard Bhara Afsana (Revival)
15 Ek Baar Aata Hai
16 Bheegi Bheegi Faza
17 Bekhudi Mein Sanam
18 Kabhi Raat Din - Revival
19 Dil Pukare Aa Re Aa Re
20 Baghon Mein Bahar Hai
21 Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera
22 O Haseena Zulfon Wali
23 Kabhi Tera Daman Na Chhodenge Hum
24 Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
25 Lehra Ke Aaya Hai Jhoka Bahar Ka
26 Pan Khayen Saiyan Hamaro
27 Jeevan Se Bhari Teri Ankhen - Revival
28 Jhoomka Gira Re - Revival
29 Yeh Kahan Aa Gaye Hum
30 Tumne Mujhe Dekha
31 Deewana Mujhsa Nahin
32 Le Jayenge Le Jayen
33 Mera Saaya Saath Hoga - Revival
34 Tumse O Haseena
35 Huzoorewala
36 Aankhon Aankhon Mein
37 Ab Chahe Maa Roothe Ya Baba
38 Woh Haseen Dard De Do - Revival
39 Yeh Sham Mastani (Revival) [From "Kati Patang"]
40 Mujhe Tum Mil Gaye
41 Are Yaar Meri Tum Bhi Ho Ghazab
42 Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut
43 Sultana Sultana (revival)
44 Jeene Ka Din Mar Jane Ka Mausam
45 Aa Mere Humjoli Aa - Revival
46 Dil Hai Mera Dil Revival
47 Dilbar Jani Chali Hawa Mastani
48 Jadugar Tere Naina
49 Pukaro Mujhe Phir Pukaro (Revival Version)



Attention! Feel free to leave feedback.